burgers banaye they aaj mein ney :D
**achchhaa waah...maiN jab pahli baar India meN ek McDonald's meN gayaa to vahaN Burger na-daarad dekh kar Hairaanii huii phir Khayaal aayaa k oh yeh India hai aur beef yahaN allowed nahiiN hai so uskii jagah par pahli baar "veggie burger" khaayaa aur bahooot maze kaa thaa :D
vaise, India meN McDonald's kaa menu hii bilkul alag hai...ajeeb saa lagtaa hai! lol :)
**
haan yeh baaat sach hai mein ne Pak mien KFC and Pizza hut khaya and it was totally different and yummy
**yep...they cater to the local tastes/preferences...india meN i love Salsa/paneer McWrap and its soo cheap...@$2
in venezuela, pizza hut serves pizzas with corn sprinkled on them lol :)
**
**
salaam to ALL :) maiN ne dinner meN aaj shaamii kabaab, lamb stew do pyaaza, maash kii sookhii safed waalii daal aur maTar pulaao :) alHamdolillah. :D aapne kia pakaayaa khaayaa? :)**
itna kuch .. paito na ho to.. mane wohi qeema jis ka mere aba kah rhay thay :(
itna kuch .. paito na ho to.. mane wohi qeema jis ka mere aba kah rhay thay :(
**maiN to zaraa saa hii khaataa huN :D ... thanks to my doc :( yeh sab bhai/bhabhi kii ek dusre ke liye pyaar/moHbbat aur Khaatir tavaazo' hai...:)
achchhaa to aap logoN kaa compromise qeeme pe huaa...waah...qeema with green peas and aaloo? :) **
I didn’t like the taste of pizza hut over there.. and their chicken Alfredo was blahhh.. mane kaha can I come to your kitchen and show u how to make this thing …
**hehehe…chaleN Theek hai…sunte haiN "chaawal jitnaa puraanaa ho utnaa hii vo bahtar hotaa hai…aapkaa chicken bhii utnaa hii bahtar hogaa…aisaa karte ahiN agle hafte banaate haiN to aur mazedaar aur lazeezam lazeez hogaa
maiN bhii ek cheez bahooot mazedaar banaataa huN **
oh acha acha mai samjhi joke kray gya koi :D… acha mai biryani .. pullaw aur ek creamy baked pasta banati ho desi style mai.. i think that i make the best :D… aur I hate making roties .. aur mujhay ata bhi goondhna nahi ata
**waah…kia kahne…zabardast! han jo italian with desi flavor hai uskii kia hii baat hai…maiN aksar pasta macaroni banaataa huN to us meN qeema desi style ka banaa huaa Daaltaa huN to mere bhateej aur bhateeji bahot pasand karte haiN HaalaaN k vo donoN desi khaane kabhii nahiiN khaate … lol…meraa khaanaa banaayaa huaa na pasand kareN…aisaa to ho hich nai saktaa
…ab roTiyaaN ghar pe kaun banaataa hai…chande ma’doode hii bas banaate haiN kiuN k ab uskii zaroorat hii kahaN hai :)**
mai bhi desi style mai bhoona qeema dalti phir us mai mushrooms ki white sauce bana kr dalti .. try kary woh bhi bohat yum banta :)
aur meri ami to ghar par hi banati rotia :)
mai bhi desi style mai bhoona qeema dalti phir us mai mushrooms ki white sauce bana kr dalti .. try kary woh bhi bohat yum banta :)
aur meri ami to ghar par hi banati rotia :)
**ohhhh wowwwwwww...great idea...Theek hai ab jab donoN bhateeja bhateeji aayeNge next weekend par to banaauuNgaa...iA...bechaare to abhii residence kaa khaa khaa ke bore ho rahe haiN :(