Re: ----> TimePass
sonia.. take lots of care.. n stay safe..
keep smiling Allah hafiz ![]()
Re: ----> TimePass
sonia.. take lots of care.. n stay safe..
keep smiling Allah hafiz ![]()
Re: ----> TimePass
yahan politic isshu pe baat ho rahi thi aap ko bhook lag rahi hey:~)
Re: ----> TimePass
Take care & Allah hafiz , i am also leaving, time to study:-)
Re: ----> TimePass
yahan politic isshu pe baat ho rahi thi aap ko bhook lag rahi hey:~)
politics bhi khanay peenay ka naam haina.. :$
Re: ----> TimePass
Allah hafiz Gul.. take lots of care.. :)
Re: ----> TimePass
wa alaikum assalam..
shh sab so rahay hain.. shor nahi :)
Re: ----> TimePass
Aap sotay mein bhi baatain karte ho.. :p
Kaise ho ?? GS kab theek huva.. ?
Re: ----> TimePass
umm.. kal bhi theek tha GS tou.. :$
shayad sunday ko hua hoga :)
main jaga hua hoon na.. chokidaar..
aray go to shora-e-GS n meri poem parho :@
wese aap kese ho?
Re: ----> TimePass
Achaa na… parh rahi hon, sabar to karro ![]()
Main sahii hon..
Re: ----> TimePass
acha sabar ker raha hoon :$
yar wo uss din jo aap ne keema aalu banaya tha.. abhi tak aaya kion nahi :(
Re: ----> TimePass
Moto kamm khaya karro.. hilla jaye na jaye, munh zaroor chalna chahiye ![]()
Next time banaon tou aa jaana..
Re: ----> TimePass
Ahmer mujh se aaj bait bazi nahin ho rahii.. Sorry ![]()
Re: ----> TimePass
![]()
acha kab banay ga?
Re: ----> TimePass
koi baat nahi.. never mind.. hamesah do what U wanna do ![]()
Re: ----> TimePass
:(
acha kab banay ga?
Jab Qeema la k do ge.. :p
Re: ----> TimePass
koi baat nahi.. never mind.. hamesah do what U wanna do :)
hmm..
Ramazan mein kia routine hogi.. ??
Re: ----> TimePass
Jab Qeema la k do ge.. :p
add de dain.. main courier ker daita wapsi pe :)
Re: ----> TimePass
hmm.. Ramazan mein kia routine hogi.. ??
timings meri 0900 Hrs - 1530 Hrs hain ramzan ki..
ramazan main fruit banany ki zimmaydari meri hoti hai.. :)
Re: ----> TimePass
aapki kia kia zimmadarian hoti hain?
btw how many siblings U have?