----> TimePass

Re: ----> TimePass

Fruit banane ki ya fruit ka thaila lagane kii.. ?? :mocking:

Waise bachta tou kuch bhi nahin hoga, ghar waley kia khaate hain.. :smiley:

Re: ----> TimePass

tauba tauba.. jab main chat bana raha hota hoon.. uss waqt mera roza hota hai :frowning:

tauba tauba :naraz:

Re: ----> TimePass

Sehri aur Aftaari.. main zyadah kitchen mein hi hoti hon aurr koyii kaam nahin karrti.. :blush:

4 Bro.. sis nahin hai koyii mairi :frowning:

Re: ----> TimePass

lolz.. haan haan tauba tauba.. :hoonh:

Maira ye matlab thorri na tha k banatay huvay khaate ho.. Matlab aap k hotay huvay kissi ko kab kuch millta hoga.. :naraz:

Re: ----> TimePass

ohho.. mashaALlah ikloti sis honay ka faida to hota hoga.. magar nuqsaan bhi k sab kaam kernay partay :slight_smile:

sab se chhotay se k baray? shayad sab se baray :blush:

Re: ----> TimePass

ohho.. actualy na main aalu k pakoray buhat saray khata.. k chat ki jaga he nahi bachti.. main chat taraweeh k baad khata.. to uss waqt tak sab farigh hojatay na.. to main aram se khata :slight_smile:

Re: ----> TimePass

hello,....................

Re: ----> TimePass

Kahaan faidah.. sab se daant hi parrti rehti hai :s

Nahin main sab se choti hon..

Re: ----> TimePass

Okay okay tum buhat khaata mujhe pata chall gaya hai.. :p

P.S: Ahmer aaj tumhari baatain samajhne mein mushkill ho rahi hai :(

Re: ----> TimePass

aww…sweety…kkahan theen tum???
dint u miss me…:aq:

Re: ----> TimePass

Hello senior member :)

Re: ----> TimePass

Assalam-o-Alaikum..

Kaisi ho..? ab jab main chaye banane ja rahi hon tab aayi ho tum.. :naraz:

Re: ----> TimePass

lao mein bana daytee hon chai sweety:)

Re: ----> TimePass

wo actually, aaj main tor phor ke bol raha hoon na.. abb poora poroa bolon ga.. so abb problem nahi hogi :)

khush..

Re: ----> TimePass

senior????????

Re: ----> TimePass

dekho jo bhi chaye banaye.. mujhe bhi de de.. :)

Re: ----> TimePass

han na..

sonia_jee ke neechay likha hota hai.. k senior member..

Re: ----> TimePass

Kyun itni torr phorr kar rahay ho, kis pe gussa aaya huva hai ?? :faizy:

Re: ----> TimePass

ahan.....................
chalo.............senior tu hona he tha aik na aik din:)

Re: ----> TimePass

Zaroor zaroor, zra strong si banana.. :bobo:

Smilies kahaan challi gayii hain, kuch ban hi nahin raha :verymad: