Re: ----> TimePass
ab ye kon si urdu hoti hai ![]()
Re: ----> TimePass
ab ye kon si urdu hoti hai ![]()
Re: ----> TimePass
shab-----ap k leay aik sheR
Re: ----> TimePass
yeh woh urdu hai jo “mashq-e-sukhan” kee marhoon-e-minnat hoti hai ![]()
Re: ----> TimePass
amiiiiii ![]()
Re: ----> TimePass
yeh tau ghalat baat hai naa.. sirf apnaY dostoN kaY liye sher…
hamaaraY liye kuch naheeN? ![]()
Re: ----> TimePass
kabho hasnaa, kabho ronaa, kabho heraan ho rehnaa
ishq bhalaY chaNgaY aadmi ko deewaanaa banaa detaa hai
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
ap chand thori hain ![]()
Re: ----> TimePass
are you missing your khala? ![]()
Re: ----> TimePass
aap naY tau hammaiN samjhaa hee naheeN abhi tukk
waisaY meri ammi bachpann maiN mujhaY chaaNd hee kahaa karti theeN ![]()
Tanha, udaas ChaaNd ko samjho naa baY khabar
sub kuch dekh rahaa hai magar boltaa naheeN
![]()
Re: ----> TimePass
ye ap hamaraY kab se huwey
![]()
Re: ----> TimePass
I think you misspelled Khaula ![]()
But I dunno any khaula anyway ![]()
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
mohtarmaa…
aap urdu poetry kee mod ho kar urdu kaY asloob-e-bayaan saY naa balad lagti haiN
Har shaakh pe ullu beThaa hai
anjaam-e-gulistaaN kiyaa hogaa ![]()
Re: ----> TimePass
ye shair mery liye tha
shukriya nawazish ![]()
Re: ----> TimePass
ek ullu sub par kasay beth sakta hai :rotato:
Re: ----> TimePass
Sab Ko
kaisay hain aap sab ?
Re: ----> TimePass
chalaiN yehi samajh laiN ![]()
waisaY chaaNd maiN daagh hotaa hai, iss liye maiN chaaNd naheeN hooN ![]()
Re: ----> TimePass
iss liye kaY woh ullu hai
uss kee marzi jahaaN chaahaY beThaY ![]()
![]()
kood jaao beTaa..
iss waqt muaavroN kee chuTni, zarb-ul-amsaal kaY toofaan, aur shairoN kaY jhakkaR kaY saath saath, chuTkaloN ki aandhi baras rahi hai ![]()
Re: ----> TimePass
mw tu thehRi Nikami kahtey haiN tu ap ki shifaarish kar daiti MOD k leay ![]()