Re: ----> TimePass
jahaaN sub kee sifaarishaiN chal rahi haiN, wahaaN aik meri bhee ho jaaye gee sifaarish tau koi farq naheeN paRtaa.. inkaar tau ho he jaaye gaa waisaY bhee ![]()
Re: ----> TimePass
jahaaN sub kee sifaarishaiN chal rahi haiN, wahaaN aik meri bhee ho jaaye gee sifaarish tau koi farq naheeN paRtaa.. inkaar tau ho he jaaye gaa waisaY bhee ![]()
Re: ----> TimePass
okie g shab-e-kheR sab ko sikhoon k1200 baj gaye time to sleep :)
Re: ----> TimePass
Raat thodi, hasratein dil mein bohut
Suleh kijiye bas! Ladai ho chuki
Meer Ne Yeh Shair Shayad Isii meHfil K Liye Kaha Tha ![]()
Re: ----> TimePass
Allah Hafiz...
and dun worry maiN aap kee gaddi naheeN lay rahaa :)
Re: ----> TimePass
beTaa laRaai kaa jo mazah hai woh hell, hi, bye maiN naheeN
zindagi maiN kuch halchal honi chaahiye
yehi meer farmaa gaye thaY
SarhaanaY Meer kaY aahistaa bolo
abhi tuukk rotaY rotaY so gayaa hai ![]()
Re: ----> TimePass
Bye Shye Nj Jee
Re: ----> TimePass
Baja Farmaya Sahab Aap Ne Aur Meer Ne Bhi Ab Mein SacH meiN Aahista Boloonga : waisay meer ki jagah kaun so raha hai ab :
Re: ----> TimePass
abhi tau filhaal sonaY nikami saahibaa gayee haiN ![]()
Re: ----> TimePass
lol nikami je achi hain bas zara si miss snooty hain :)
Re: ----> TimePass
bye jano gi ![]()
sweet dreams ![]()
![]()
Re: ----> TimePass
challaiN as long as, hamaaraY thread delete naheeN karteeN, hammaiN warnings naheeN deteeN tau unn kaY tanz bhee seh letaY haiN
waisaY tau thread tau yeh koi bhee delete naheeN karteeN ![]()
abhi itni der online raheeN laikin Sho’ara-e-Gupshup maiN naheeN gayeeN.. wahaaN aik thread inn kaa intezaar kar rahaa thaa.. ![]()
Re: ----> TimePass
meer bhi na bol khud rhay thay aur mana dosro ko krhay hain
ye shair bhi na pagal hotay hain ![]()
Re: ----> TimePass
tobha hai ap ki nazar har tarz hoti hai ![]()
Re: ----> TimePass
Ab Agar Woh Aaisa Kartin To Unka Naam Nikami Ki Jagah Kaami Jano na Ho Jata aap bhi Kamal Kartay Hain ~
Like iSs Waqt WOh lokhanwala ka dailouge yaad aa gaya ~
aray yaar pakatay hain aap bhi ![]()
Re: ----> TimePass
nigaah-e-mard-e-momin saY badal jaati haiN taqdeeraiN
X1000
Re: ----> TimePass
nazrein ghumaye bina guzara nahi hai paki ppl ka :p
Re: ----> TimePass
yeahhhh
![]()
is urdu ki mujhay samjh agaye hai ![]()
Re: ----> TimePass
AQ meri safarish karay gay ap gizzy say ![]()
mujhay bhi apni smily banwani hai ![]()
Re: ----> TimePass
urdu ki kaunsi lughat rakhi hai pass aap ne jo aap ko samjh aa gai hai :p
Re: ----> TimePass
iss ko kehtaY haiN:
Tukk Tukk deedum, dumm naa kasheedum ![]()
qulzum-e-hasti saY ubhraa hai tu maanind-e-hubaab ![]()