----> TimePass

Re: ----> TimePass

kiss kee :faizy:

naa maiN dakkani hooN, naa punjaabi.. mujhaY kiyaa maa’aloom :smiley:

Re: ----> TimePass

kesay

Re: ----> TimePass

aww :hug:

acha ap nay woh song suna? us larki nay ap ka ek aur fav song gaya
guess karay kon sa hosakta :bobo:

Re: ----> TimePass

opsssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss worng place

Re: ----> TimePass

daRd ki aah hai aansuo k safer maiN
ro rahi hai nazar ek bewafa ki fikaR maiN

Re: ----> TimePass

punjabi ka ek song kuch asay hai

tars gaye kun soniye methiya bata nu
tars gaye nain mulagata’n nu

:bobo:

Re: ----> TimePass

ya i like that hmmmm mula meray mual wala yahan paste karen konsa gaya

Re: ----> TimePass

abaY yaar.. abhi rulaao naheeN… :naraz:

abhi hum sirf Nikami kaY saamnaY daamaY daramaY sukhanaY zaanu-e-talammuz teh kiye beThaiN haiN.. baRi haiN hamaari… beech maiN naa bolo :smiley:

Re: ----> TimePass

:halo:

ye bewafa kon tello tello :fatee:

Re: ----> TimePass

aur hyderabad dakkani kaa aik song kuch aisaY hai

thaa yaqeeN kaY aayeN gee yeh raataaN kabhi
tum saY hovaiN gee
haaNNNNNNNN
tum saY hovaiN gee mulaaqaataaN kabhiii
thaa yaqeeN kaY aayeN gee yeh raataaN kabhi

:nuch:

Re: ----> TimePass

:rotato:

Re: ----> TimePass

aap kaa sar tun saY kiouN judaa huvaa
yeh haadisaa yeh saaniha kab huvaa??

Re: ----> TimePass

OKi :naraz:

Re: ----> TimePass

u sure ye dakkhani song hai
mujhay to karachi haidarabad ka lugrha hai:rolleyes:

Re: ----> TimePass

ye nikami kab se baRi huwei:halo:

Re: ----> TimePass

abhi abhi
ap ki urdu parh kar :smash:

Re: ----> TimePass

awwww :hugz:

abay yaar :smiley: .. abhi dekho maahol banaa hai … agar loug bhaag naheeN gaye tau aaj kee mulaaqaataaN Yaad gaaraaN banaa daiN :smiley:

Re: ----> TimePass

yeh hyderabadi dakkani hai.. picturised on late pakistani film actress Rani :slight_smile:

Re: ----> TimePass

hameshaa saY :slight_smile:

kiyaa “teer ba hadaf” urdu hai meri :mash:

Re: ----> TimePass

tabhi tu mai kaho ye to paki lugrha :)