Re: ----> TimePass
isay uplaod kia hia ab pata nahi yahan taak kesay laya jaiey
Re: ----> TimePass
isay uplaod kia hia ab pata nahi yahan taak kesay laya jaiey
Re: ----> TimePass
sun chuka hoon kaafi purana ho gaya hai yeh
waisay it was a gud remix :k:
Re: ----> TimePass
acha namaz tame phir bata hoti
aap hyderabad dakkan kee ho?
Re: ----> TimePass
aap hyderabad dakkan kee ho?
ap ko kia lagta hai? kia ap ki rishta daar hai? :p
Re: ----> TimePass
![]()
![]()
Good Morning
Subah-ba-khair
Re: ----> TimePass
Walikum Salaam
kya haal hein? :D
Re: ----> TimePass
W'salam kesay hain sab aur yahan tu Goodnight time :)
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
hello jano gi ![]()
how are you feeling now?
Re: ----> TimePass
wsalaam ![]()
kasay hain ap?
Re: ----> TimePass
ap ko kia lagta hai? kia ap ki rishta daar hai? :p
meri aik chachi hyderabad dakkan kee haiN...
woh kehti haiN.. baataaN shaataaN kar lo..
raataaN ho gayeeN
mulaaqaataaN kaa waqt ho gayaa
waghera wagheraa
Re: ----> TimePass
Walikum Salaam kya haal hein? :D
jiti rahien khush rahien **
**i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian :-)
W'salam kesay hain sab aur yahan tu Goodnight time :)
jiti rahien khush rahien **
*i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian *
**chalian phir good night :D
wsalaam :) kasay hain ap?
jiti rahien khush rahien **
**i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian
Re: ----> TimePass
jiti rahien khush rahien ** **i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian :-)
mein theek hoon. fine shine fit n fine hehe :D lolz
baki sub kaise hein yahan?
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
jiti rahien khush rahien ** **i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian :-)
jiti rahien khush rahien ** *i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian * **chalian phir good night :D
jiti rahien khush rahien ** **i m fine ALLAH ka sukar hay aap kesi hian
ap b jeetay rahiey aur ye batiey k 3 3 logo k reply aik main kesay kartey ?
Re: ----> TimePass
kiouN udaas phirtaY ho garmiyoN kee raatoN maiN ![]()
Re: ----> TimePass
aisi baataiN na kaRo kisi ki yaad ati hai tumhaRi batoon ki taRha ![]()
Re: ----> TimePass
meri aik chachi hyderabad dakkan kee haiN...
woh kehti haiN.. baataaN shaataaN kar lo..
raataaN ho gayeeN
mulaaqaataaN kaa waqt ho gayaa
waghera wagheraa
ye to lughra urdu punjabi dono ka bera garaq kya hua hojasay :D
Re: ----> TimePass
mein theek hoon. fine shine fit n fine hehe :D lolz
baki sub kaise hein yahan?
Thats Good
baqi b theak thaak hi hon gay ALLAH k fazal-o-karam say
ap b jeetay rahiey aur ye batiey k 3 3 logo k reply aik main kesay kartey ?
sukriya
ese jese mai nay abhi kiye hain :D
PS:- QUOTE k sath aik minus ka sign hay jis jis ko reply daina hay us k posted mesage k sath minus k sign par click kar dain *click karne se wo plus ho jaiay ga *