Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

aap to india ni gaye thy? :hmmm:

Re: Timepass - October 2013

nai…not yet…:no:

Re: Timepass - October 2013

are nahiiN jii…aisii mere naseeb kahaN…India aur New Zealand se to maiN April meN vaapas aayaa thaa…iA, ab January ke end meN iraada hai jaane kaa! :slight_smile:

Re: Timepass - October 2013

Maza aya ?

Re: Timepass - October 2013


maze ke liye to nahiiN gayaa thaa...job interview ke liye gayaa thaa...naa kaam lauT aayaa! :(

:hmmm:

Re: Timepass - October 2013

Mum didnt wanna watch it ..mera bhi dil nai kiya :frowning:

Re: Timepass - October 2013

koe aur better naukri mil jayegi inshaAllah

You said you will watch it alone :emmy:

Re: Timepass - October 2013


inshaa Allah...vaise, job to mere paas alHamdolillah hai magar maiN bahtar job ke liye hii gayaa thaa! :)

Re: Timepass - October 2013

Akele nai watch kiya jata mujhse :frowning:

Re: Timepass - October 2013

jisme Allah k behtari :)

Re: Timepass - October 2013


bajaa farmaayaa aapne! :)

Ab kia kiya ja skta hy

LP sy kahen meri bat many

Re: Timepass - October 2013

First part lagaya tha maine :( dil nai kiya...ammi ne bhi sath nai diya

Re: Timepass - October 2013

Aap koh yaad aa gayee TP walon kee. :emmy:

Re: Timepass - October 2013

:salam: utho jago poetry walo.. mandi ke rate ooper ja rahe hain . :hayaa:

Re: Timepass - October 2013

:wsalam: kabhii Lakhnau ke bigRe nawaab be mulk ko bhii Khowaab-e-Ghaflat se jagaa diyaa kareN! :slight_smile: kaise mizaaj e giraamii haiN?

Re: Timepass - October 2013

canada main mandi lagti hai?