Re: Timepass - October 2013
Ishq ki aag mein jala hoon
ab khush:hoonh:
Re: Timepass - October 2013
Ishq ki aag mein jala hoon
ab khush:hoonh:
Re: Timepass - October 2013
apna apna eshq
apni apni aag
hamry ser per koe ehsan kia aaho khosh ![]()
Re: Timepass - October 2013
![]()
achi baat hai
Re: Timepass - October 2013
Koyal bole ku ku ku:wub:
Re: Timepass - October 2013
mery mehbub …bhago yahan se ![]()
Re: Timepass - October 2013
Koyal to dekho:sadaf:
Re: Timepass - October 2013
me kion koel huoun ALLAH na kre
khod kala kawa hoga ![]()
Re: Timepass - October 2013
post#165 mein khud admit kiya hai Aap ne
![]()
Kala shah kala Mera dildaar e kala
goryan nu paran karo
Re: Timepass - October 2013
saas :- han beta tabhi to use larka acha nahi mila
koi haal nahi:mad:
Re: Timepass - October 2013
Kuch Khany/peeny ko bhi ly aa`eya ga...........:p
Ley aye :D
Re: Timepass - October 2013
Ghaayebeen e maHfil-e-“waqt_guzaarii” ko meraa salaam pahoNche!
Haazireen-e-meHfil ko “tasleemaat/aadaab”! ![]()
Re: Timepass - October 2013
![]()
Kaise hain ?
Re: Timepass - October 2013
walaikumsalam chutiyun sy wapas a gaye?
Re: Timepass - October 2013
achchhe k bure ham jaise haiN
ham jaise the ham vaise haiN
insaan nahiiN vo mausam hai
jo waqt ke saath badalte haiN? ![]()
aap sunaaiye kaisi ho? ![]()
Re: Timepass - October 2013
walaikumsalam chutiyun sy wapas a gaye?
aa gayaa magar na to naukrii mili aur na chhokrii! :(
aap kaisi haiN? :)
Re: Timepass - October 2013
aa gayaa magar na to naukrii mili aur na chhokrii! :(
aap kaisi haiN? :)
me waisi he hun jaisy pehli the
Re: Timepass - October 2013
![]()
Re: Timepass - October 2013
Chutti k liye kahan gaye thay ?
Re: Timepass - October 2013
Chutti k liye kahan gaye thay ?
drama dekh ri ho?
Re: Timepass - October 2013
me waisi he hun jaisy pehli the
lo jii, main to samjhaa thaa k is muddat meN aap meN bahtarii aayegii...maayoos kar dittaa! :( :p
Chutti k liye kahan gaye thay ?
Jhumri Talaiya ya'nii Los Angeles. :)