Re: Timepass - October 2013
canada main mandi lagti hai?
mandi as in bakra mandi? or mandi as in sasti? :D
Re: Timepass - October 2013
canada main mandi lagti hai?
mandi as in bakra mandi? or mandi as in sasti? :D
Re: Timepass - October 2013
mandi as in bakra mandi? or mandi as in sasti? :D
mandi as in heera mandi bi to ho sakta tha :D
Re: Timepass - October 2013
mandi as in heera mandi bi to ho sakta tha :D
heera mandi....hmmm....heera se mujhe Hira yaad aa gaii! :(
Re: Timepass - October 2013
heera mandi....hmmm....heera se mujhe Hira yaad aa gaii! :(
hasrat un gunchon pe jo bik khile murjha gaye :(
Re: Timepass - October 2013
hasrat un gunchon pe jo bik khile murjha gaye :(
yup!
**
phool aise bhii haiN jo khile hii nahiiN
jinko khilne se pahle KhizaaN khaa gaii**
aur koii rulaane waale/gaane/ash'aar? :( :)
Re: Timepass - October 2013
subh subh nahoosat… ![]()
wo kia sher tha.. bulbul ne bagh choRa…
Re: Timepass - October 2013
mujhe to yeh yaad hai:
ek thaa gul aur ek thii bulbul
donoN chaman meN rahte the
ik din kii baat sunaauuN
aa gayaa saiyaad vahaN
vo le gayaa bulbul ko pakaR kar…
Re: Timepass - October 2013
mujhe to yeh yaad hai:
ek thaa gul aur ek thii bulbul donoN chaman meN rahte the ik din kii baat sunaauuN aa gayaa saiyaad vahaN vo le gayaa bulbul ko pakaR kar......
uss ne bulbul ko ameeran bai Faizabadi ke paas bech dia....
Re: Timepass - October 2013
utho jago poetry walo. ![]()
Re: Timepass - October 2013
abhi to sooraj bhi nahin nikla uncle.. aap sojaen.. aaj chutti kar len
Re: Timepass - October 2013
abhi to sooraj bhi nahin nikla uncle.. aap sojaen.. aaj chutti kar len
Kya howa, karachi mein aaj phir gehray kaalay baal chaiye howey hain.
Mein chum chum barsaan.
Re: Timepass - October 2013
chamakti dhoop ![]()
Safaid waly badal bhe nahi hain,chum chum dhoop baras rahi hy
Next week ho ge 9,10 or 11 ko agr weather updates theek hain to
Re: Timepass - October 2013
Safaid waly badal bhe nahi hain,chum chum dhoop baras rahi hy
Micro badal toh hongey
Re: Timepass - October 2013
aap ki taraf kia hai aaj? waise pata to h hamen ![]()
Re: Timepass - October 2013
![]()
Re: Timepass - October 2013
shikar kar ke wapis aa gae?
Re: Timepass - October 2013
Bikra eid a rahi hai..mehnat karne ki zaroorat nahi abhi..
net kharab howa para hai…isi liyay not coming
Re: Timepass - October 2013
ek ka net sahi hota hai to doosre ka kharaab. main kehRe paase jawan , main manji kithe dhawan ![]()