Re: Timepass - October 2012
oh GOD, koi aesa novel hai Jo apne na parha ho?
Re: Timepass - October 2012
oh GOD, koi aesa novel hai Jo apne na parha ho?
Re: Timepass - October 2012
Awain na Main Aap ko Baba ji kehta hoon:wink:
Re: Timepass - October 2012
Yahan pichalay hafte hurricane aya tha us se 3 weeks pehley bhi aur us se 2 months pehley bhi,
Don’t worry darne Ki Kia bat hai ![]()
Re: Timepass - October 2012
Jiaa chai ban gaee hai, piyoo gi?
Yahan 2 bunday or bhi hyn.......?
Re: Timepass - October 2012
oh GOD, koi aesa novel hai Jo apne na parha ho?
ye maine sirf naam suna hai.. ek bhi qist nahin paRhi
Re: Timepass - October 2012
are bhai, Darna is liye k ham gunehgaar log kahiiN daboch na liye jaayeN apne gunaahoN kii paadaash meN! :kaaNping with fear: ![]()
Re: Timepass - October 2012
3rd bhi hy........lykin
wo to kuch or hi peeta hy........
Re: Timepass - October 2012
maiN soyaa nahiiN thaa...baazaar gayaa thaa...kal yahaN storm aane waalaa hai to khaan paan kaa samaan lene gayaa thaa... ** Hai Khabar garm k aayeNge hawaa ke jhoNke asbaab moHaiyaa ham ne kiye is vaaste bhaiyaa!** :D
tez hawaayeN aur laa-mutanaahii baarishoN kaa silsila teen rozoN talak kal se shur'uu hone kii tavaqqo hai! :( flooding kaa Dar hai! Allah se du'aa kijiye k yeh baad e tund o baad e baaraaN saath Khairiyat ke guzar jaaye...aameen
Allah aap ko apne hifz o amaan main rakhe
Re: Timepass - October 2012
Yahan 2 bunday or bhi hyn.......?
Haan :p
Re: Timepass - October 2012
are bhai, Darna is liye k ham gunehgaar log kahiiN daboch na liye jaayeN apne gunaahoN kii paadaash meN! :kaaNping with fear: :)
Bhabhi k darr sy........??
Re: Timepass - October 2012
ye maine sirf naam suna hai.. ek bhi qist nahin paRhi
Wo book parhi Jo Maine Kahi thee?
Re: Timepass - October 2012
Allah aap ko apne hifz o amaan main rakhe
thank you...kal bach gaye to parsoN mileNge...yahiiN aur isii jagah! :DiA ul azeez :)
Re: Timepass - October 2012
**@KKF **Eid Mubarak
Re: Timepass - October 2012
3rd bhi hy........lykin wo to kuch or hi peeta hy........
KKF to shareef aadmi hain.. baby mitti ka tail peeta hai :p
Re: Timepass - October 2012
KKF to shareef aadmi hain.. baby mitti ka tail peeta hai :p
Door sy wo bhi matti ka tail hi lagta hy.........
Re: Timepass - October 2012
Oye Buddhaya
Aj Main tera khoon peena hai:x2:
Re: Timepass - October 2012
Door sy wo bhi matti ka tail hi lagta hy.........
filmon main to pespi lagta hai
Re: Timepass - October 2012
baby gosht kha ke kia aqal pe charbi chaRh gai hai
Re: Timepass - October 2012
aameen summaa aameen ![]()
Bhabhi kaa Dar to roz huaa kartaa hai 24/7/365…kal to Bhabhi-reincarnate kaa Dar hai lol ![]()
aapko bhii mubaarak ho bahot bahot…tabiiyat to gosht khaa khaa ke tang hogii na?
inhiiN dinoN ke liye kahaavat hai k:
ghar kaa gosht daal baraabar! ![]()
Muqwee Bhai ‘suni sunaaii’ pe kaan na dharaa kareN vo bhii laRkiyoN ke zarr’iye phailaaii huii afwaaheN!
![]()
Re: Timepass - October 2012
:(