Re: Timepass - October 2012
is umar Mai apko khani bhi sabziya chahiye, gosht khane ke liye daant to hoge nahi
Re: Timepass - October 2012
is umar Mai apko khani bhi sabziya chahiye, gosht khane ke liye daant to hoge nahi
Re: Timepass - October 2012
main aap ka hum-umar nahin hoon daadi jaan
Re: Timepass - October 2012
^ jee muje pata hai ke app 20/25 saal bare hain
Re: Timepass - October 2012
Jiaaa Mai 10 mins Mai ati hoo
Re: Timepass - October 2012
ary aapko ye bhi nhi pata…?
baich kr…
Gaa`ay ki khaal RS: 2200 sy 2700 ki hy…
Re: Timepass - October 2012
main sirf 20/25 saal baRa hoon aur aap mujhse bhi 20/ 25 saal baRi hain ![]()
Re: Timepass - October 2012
wo yahan hyn kab jo Aap un sy kah rahi hyn…?
Re: Timepass - October 2012
iss umr main halucination ho hi jati hai
Re: Timepass - October 2012
Acha, Ghar walon kon Aap k liya extra mehnat krni perti ho gi…
Re: Timepass - October 2012
hahahaa…
Re: Timepass - October 2012
ab amlette banae main kitna time lagta hai.. ammi ka to bus nahin chalta nahin to mujhe 2 din main sari dishes khila ke bijhwa den
Re: Timepass - October 2012
Jee jiaa ne sun lia ![]()
Re: Timepass - October 2012
Nice…
**kaash aisa taal mel sukoot-o-sada meN ho
us ko pukaarooN maiN, to usii ko sunaayi de
**
Re: Timepass - October 2012
Hmm…
Re: Timepass - October 2012
mujhe to koi sifli aur jadu tonay ka amali muzahira nazar aa raha hai.. wo hai bhi nahin aur sun bhi rahi hain
Re: Timepass - October 2012
Telepathy bro…![]()
Telepathy is the supposed transmission of information from one person to another without using any of our known sensory channels or physical interaction.
Re: Timepass - October 2012
![]()
Nice shair thanks for shairng
Re: Timepass - October 2012
inn logon ne kia Devta novel ke ratte lagae huwe hain? ![]()
Re: Timepass - October 2012
Jiaa chai ban gaee hai, piyoo gi?
Re: Timepass - October 2012
maiN soyaa nahiiN thaa…baazaar gayaa thaa…kal yahaN storm aane waalaa hai to khaan paan kaa samaan lene gayaa thaa…
**
Hai Khabar garm k aayeNge hawaa ke jhoNke
asbaab moHaiyaa ham ne kiye is vaaste bhaiyaa!** ![]()
tez hawaayeN aur laa-mutanaahii baarishoN kaa silsila teen rozoN talak kal se shur’uu hone kii tavaqqo hai!
flooding kaa Dar hai! Allah se du’aa kijiye k yeh baad e tund o baad e baaraaN saath Khairiyat ke guzar jaaye…aameen