Re: Timepass- May 2012
Lekin bacha kaise ghar pohunch? ![]()
Re: Timepass- May 2012
Lekin bacha kaise ghar pohunch? ![]()
Re: Timepass- May 2012
wuh to bhag ke aya tha pehley ![]()
Re: Timepass- May 2012
kyo k naqal karna meri hobby hay ![]()
Re: Timepass- May 2012
baqion ki b kiya karain phir ![]()
Re: Timepass- May 2012
nai sirf u ki karni hay bas ![]()
Re: Timepass- May 2012
ham masoom ki hi kion karni hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
kyo k u mere nick ki translation jo ho ![]()
Re: Timepass- May 2012
nai aap ne meri sis ke banae hue id ko chori kia hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
mai naqal karta hon chori nai ![]()
Re: Timepass- May 2012
nai you dono kaam hi karte ![]()
Re: Timepass- May 2012
nai nai nai nai crying mai ye sunnnay se pehle mar kyo nai gaya crying
Re: Timepass- May 2012
![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
Kaise ho jigar?
Re: Timepass- May 2012
kia yaad dilaa dii, bhai! AligaRh meN students aapas meN ek dusre ko do alfaaz se muKhaatib karte haiN:
bahot yaad aatii hai un dinoN kii…sochtaa huN ek baar phir se daaKhila le luuN kia? ![]()
Re: Timepass- May 2012
lols ![]()
Re: Timepass- May 2012
kkf: jigar karachi main bhi use hota hai. ahbab aur doston ko mukhatib karnay kay liye.
kabhi kabhar cheer char ki garz say. kkf jigar, mardon main kidhar bhi use kar liya jata hai. ![]()
muqa bhai: acha hon. sab khariat hai.
Re: Timepass- May 2012
@KKF yes yeh partner hamare ilake me bhi kaafi use kia jata hai…:Dkamaal to tab hota hai jab koi aapke side ki room me rehta ho usse side-partner kehte the…![]()
Re: Timepass- May 2012
Ninja Thanda Gosht’ kab padho ge.
Re: Timepass- May 2012
Jab aap roman urdu main publish kardenge tab..........:D