Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

wsalam muqqawwee bhai

Re: Timepass- May 2012

mere pass kafi sari hain :slight_smile:

:wsalam: jite rahien khush rahien

nai mai GS ki water supply mai tha liken ab mai ne resign kar diya hay

Re: Timepass- May 2012

chalain abb paani ki situation better hojayegi :p

Re: Timepass- May 2012

100K posts ker kay resign kartey.

Re: Timepass- May 2012

muj jiase ar bohat se hain is kaam k laiye so . . . .

wo ab LP kare gi 100K inshaALLAH without resign . . .

Re: Timepass- May 2012

bura na manayaen bhai meri gal ka :(

Re: Timepass- May 2012

mai ne bura kyo manana hay bhala dont be sad :-)

Re: Timepass- May 2012

okay :D

Re: Timepass- May 2012

b happy always :-)

Re: Timepass- May 2012

aap bhi

Re: Timepass- May 2012

sukriya :-)
Jazaak ALLAH
Duaoon mai Yaad rakhiye ga :-)

Re: Timepass- May 2012

bilkul :)

Re: Timepass- May 2012

ninja.. India se flood late hain :)

Re: Timepass- May 2012

ninja wahan k waterboard main hain?

Re: Timepass- May 2012

Nahin wo wahan apni kheti baadi karte hain :)

Re: Timepass- May 2012

hmmmmmmmmmmmmmmm

mujhe fresh carrots mil sakti hain?

Re: Timepass- May 2012

Abhi carrots ka season kahan hai?

Waise garmiyon main aap ne Gaajar ka karna kia hai?

Re: Timepass- May 2012

khaani hai i love gaajar :(

Re: Timepass- May 2012

hamare haan to gajrela, Gaajar ka halwa, gaajar ka achaar bunta hai :yummy: Aap gaajar se kia kia banati ho. waise I also like Gaajar in mix sabzi.

Re: Timepass- May 2012

mujhe gaajar kachi pasand hai as fresh veggie :D

wesay ammi halwa gajrela tikki juice sab banati hain

chinese rice main bhi :D