Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

Its definitely not....I have a number of ppl in my family trying to lose weight & they keep telling me that I'm lucky to be underweight ....

Re: Timepass- May 2012

yes u are lucky to be under weight.......

salam :)

Re: Timepass- May 2012

:wsalam: kia ho rahaa hai? mizaaj kaise haiN? :slight_smile:

Re: Timepass- May 2012

abhi naashta ka intezaar horaha hai :D

Re: Timepass- May 2012


achchhaa...aaraam se naashta uRaaiye...maiN chalaa Khowaab-e-Ghaflat dekhne...raat kaafii ho chali hai ... Allah Haafiz :)

Re: Timepass- May 2012

Allah hafiz :)

aap uncle hain ya bhai?

Re: Timepass- May 2012

:salam: utho jago poetry walo, subah ho gayee. :chai:

Re: Timepass- May 2012

w salam Sannan k uncle :)

main to uthi hui hoon magar sab sonay chalay gaye :(

aap ne naashta kar lia

Re: Timepass- May 2012

Mein bhi thoree dair mein nashta karnay ja raha hoon.

Aap nay ker liya?

Re: Timepass- May 2012

g abb to lunch ka wait ho raha hai :D

ye pic aapki daughter ki hai?

Re: Timepass- May 2012

nahin yeh meri grand daughter kee hai.

Re: Timepass- May 2012

aap ko bataya tu tha k I QUIT . . .

nai likha howa tha ar na hi wo makhi ro rai thi is laiye mai ne kha li :crying:

Re: Timepass- May 2012

grand daughter mashaAllah aap dada jee hain wowowowow

she is very adorable lagta hai buht naughty hain

Re: Timepass- May 2012

aapne kia quit ker dia?

Re: Timepass- May 2012

bohat kuch
specially flooding

Re: Timepass- May 2012

Quit kiya toh wapis kyun ayee. :emmy:

Re: Timepass- May 2012

mai ab flooding nai karta jaise pehle karta tha :slight_smile:
its different type of quit . . . :slight_smile:

Re: Timepass- May 2012

Quit kee kitnee kismey hain. :hmmm:

Re: Timepass- May 2012

:salam:

Re: Timepass- May 2012

aap india ki water supply main hain kia? flood aap laatay thay?