Re: Timepass- May 2012
:cobra: ![]()
Re: Timepass- May 2012
:cobra: ![]()
Re: Timepass- May 2012
salam
Re: Timepass- May 2012
![]()
:cobra:
Re: Timepass- May 2012
kesay hain Sannan aap? ye hukka kion peetay rehtay hain ![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
Mujhay aadut ho gai hay :cobra:
Re: Timepass- May 2012
![]()
Kia haal chaal hain?
Re: Timepass- May 2012
![]()
haal aur chaal :cobra:
Re: Timepass- May 2012
wsalam
huqqa peena buri aadat hai Sannan…
muqqawwee aap kesay hain
Re: Timepass- May 2012
utho jago poetry walo. ![]()
Re: Timepass- May 2012
w salam uncle hum jaagay huay hain aaj tusi late hogaye ho ![]()
Re: Timepass- May 2012
Allah ka karam, bus Karachi ka mosam aur haalaat donon garam hain.. subh subh adventure se guzarna pada.
Re: Timepass- May 2012
kis nay kaha buri aadut hay
aur yah baat aap nay mazaq main kahi hay kah sanjeeda ho kar ![]()
Re: Timepass- May 2012
main so raha hoon ![]()
Re: Timepass- May 2012
jawani dee neend hee aisee hondee wey. ![]()
Re: Timepass- May 2012
acha?
garmi to hai… kaheen aap adventure waterpump pe huay accident ko to nahi keh rahay ?
Re: Timepass- May 2012
mujhe abhi pata nahi haina abhi to main chhoti hoon ![]()
Re: Timepass- May 2012
aap nay ittni see umar main ittni bari baat kaisay kar di ![]()
Re: Timepass- May 2012
hum inhain phir uncle q kehtay hain? inka Surname hai kia?
Re: Timepass- May 2012
Yah sirf mairay uncle hain ![]()
aur uncle honay kay liye 50 ka hona zaroori hay kia :cobra:
Re: Timepass- May 2012
sahi keh rahay hain aap ![]()