Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

w salam kese hain

Re: Timepass- May 2012

:alhamd:

aapkaisi hain?

@Sannan kya hal hai peer sahab?

Re: Timepass- May 2012

Allah ka shukar hai main theek nahi hoon :(

3 din se ghar pe hoon bukhar flu headache cough :(

Re: Timepass- May 2012

aap totli hain kia :hmmm:

Re: Timepass- May 2012

Kya karachi me fluki waba faili hai?

aaj tisra din hai to fever aaj kum hona chahiye....

Re: Timepass- May 2012

meri fingers totli hain :stuck_out_tongue:

Re: Timepass- May 2012

Alhamdulillah Peeran-e-peer molana Sannan Ahmad flirty bilkul theek hain :fraudia:

Re: Timepass- May 2012

fever to kum hua hai jabhi to chappar chappar bbol rahee hoon yahan :D

jee mausam tabdeel horaha hai aur garmi se ac main janay se hua hai shayad :(

Re: Timepass- May 2012

naya lafz pata chalte hi alqaab me jod liya…:emmy:

Re: Timepass- May 2012

mairay aik cousin key naak bahti rahti thi to main kahta tha bhai iss key naak main Dalda Ghee key mill hay :omg: :rotfl: kuch logoon key paidaishi naak bahti hay :fatee:

waisay aap Karachi key hain to minndad ka asar bhi ho gia hoga :cobra:

Re: Timepass- May 2012

main apni aap ko improve karta rahta hoon aap kay Molana Tahir ul padri key tarah :cobra:

Re: Timepass- May 2012

@Sannan lyari se PPP ke leader Muqawwwee bhai kahan gayab hogaye?

Re: Timepass- May 2012

nahi jee wo meray bachpan main retire hogaye thay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass- May 2012

suna hay muqa bhai key shakal bark obama say bari milti hay :omg: :rotfl: police nay lyari main kal inn ko pakar lia tha :wink:

bachpan kay pachpan :hmmm:

Re: Timepass- May 2012

:salam: utho jago poetry walo, nashta tayyar hai. :chai:

Re: Timepass- May 2012

I'm here. whats the matter dear?

Re: Timepass- May 2012

hume laga aap lyari gayein hain..............:@:

Re: Timepass- May 2012

Main subh Lyari expressway se aya hoon. Things seems to get improved.

Re: Timepass- May 2012

:wsalam: jite rahien khush rahien

Re: Timepass- May 2012

IS bhai aap jo GS se gayab rehne wale the wo waqt pura hua ya hona hai?