Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
kuch nahi
sirf moonh hila raha hoon

jumeraat ko aap dhande pe nahin gae. sardi ki waja se gaahak nahin aate?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
Aap ny kon c narmi dikhae hy…?![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
are miyan
Hum to sab se aage hain
bas nikah ki fees tiyar karo dono
to abhi chale chalte hain
kono tension naahi:sunnyboy:
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
kuch nahi
sirf moonh hila raha hoon
Or Haath mein kiya tha..............?
Moonh hila`ny k liya wo zarori nhi tha
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
aap se hi faiz liya hai
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
are naahi miyan
dhanda wohi purana hai
bas soch rahe thay k kuch bhala karte chalein:wink:
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
…bas nikah ki fees ki wajha sy ab tak ghar Baithy ho…?![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
aysa kiya…?![]()
Main ny to koi sakhti nhi dikha`e…?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
kehRa dhanda hai aajkal tuwada wayyyy?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
waddi lachak vikhae ae.

koi shak...............?:p
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
chalo dosto… kafi der ho gai. subh office bhi jana hai ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Haan
saale 2 chhuaare ki to baat hai
itna sankoch:nahi:
kaam tha kuch
ruksat pe aaye thay
aate hain magar dhoop nikalne k baad
sardi mein saala ohi aavat raha jisko hukm mila ho
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
ye rukhsat pe jana to afsar shahi ki zaban hai… pakka smuggler hai unke bagher ye kaam nahin hota ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Or Haath mein kiya tha..............? Moonh hila`ny k liya wo zarori nhi tha
Look busy Do nothing
Hum kono hawaai makhlooq thori hain k hawaa se khaain ge:D
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Shab BaKhair
ALLAH HAFIZ
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
to aur kaa
Molvi saahib v to riyaat nahi karte

3 py to riaayat dyn gay na............?:p
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
maal baichna aur khareedna
are kahan chal diye miyan
kono chhokri k saath chakar hai
jo
subh subh office jaao ge