Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
aap ko bhi bohut bohut mubarak

waisay bas hamesha ki tarhan umeed hi ki jaa sakti hai kay saal achcha ho ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
wo kiya kehte hain. shakal agar Ateeqa jaisi na ho to banda Meera jaisi baten na kare
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
jab sahab hotay thay.. aur nabi bhi howa kartay thay…
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
2ston
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
kaise mizaj hain aap ke. kiya irade hain iss saal?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
Iraday to nail hi hyn…![]()
Aap Apni suna`ayn…?![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
naik hi naik
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
matlab…2 laa`ayn gay…?![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
ye enter10 to abhi tak aazad hai. jhoot kiyun bola tha ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
lagta hai dono patRi k aas paas hi hain:hmmm:
Shabaash naujawano
aage barho aur ek ek shaadi kar lo:cadet:
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Kiya khaya ja raha hy…?![]()
or kis sy cheena hy…?![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
maine aap ka kiya bigaRa hai? ![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
![]()
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Tumhyn pechay chhoR kr…?![]()
:nono:
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
aap ne smuggling choR ke catering ka kaam shroo kar liya ya beauty parlor khol liya hai?
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Aap hi ny to kaha hy…Naik hi Naik:p
Main ny to sirf naik kaha tha:D
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
Hum kab jhoot bole
Hum to sirf itna kahe thay k
us k khilaaf saazishein ho rahi thin
koi kaamyaab na ho gai ho
khadsha zaahir kiya tha sirf
Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
khabar to pakki lae the, lekin agli party bhi kafi dheet hai ![]()