Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hmmm:

aisan kaa dekh rahe ho baabu:5:

Hum waise naahi hain

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

shak to hy mujhy.............magar koi masla nhi agar hawae makhlook bhi ho

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Haan

woh to saala wholesale waala hisaab bane ga

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Maal krhty kisko ho miyan..........?
maal =?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hehe:…bachat ka saath aik saath

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kaahe??

Hum kono aisi waisi harkat kiye hain kiya??

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

are hat paapi

U made me blush saar ji:omg:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

muft ka maal aur ziyada bachat ek jaisi hove hai miyan ji

Faaida kam nuqsaan ziyada

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

hmmm................bohat kiya rahay babu:p

maal idhar sy udhar

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

is khushi k note py rukhsat chahty hyn…Aap sy
shab Bakhai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

woh to insaan bhi karat rahe

us mein Humra kiya dosh k
Hum hawaai lagein

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:nono:…ghalat farmaya Aap ny:p

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Haan haan

jaao

sapno ki raani aane hi waali hogi

Shab Bakhair

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hehe:…keh jo diya babu
tenson nhi lynay ka…

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Aap k sapnon mein kon kon aata hy…?:5:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

acha

to Aap darustgi farma dijiye

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

tension to dae diye ho

Saala agar Hum hawaai makhlooq hain to baaqi kaunsi qism k hain

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Ek woh nahi aata jise aana tha
baaqi sab kuch aata hai

ab isi baat pe ro paren ya hans dein

isi uljhan mein raat na kat jaaye

khair dukhre to chalte rahein ge

Alvida dosto

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:
@jasos material for trolling