Timepaas

Re: Timepaas

meri bat ki na :@: :cb:
kahan theek hua,TP main a k or lag jata hai :omg:

Re: Timepaas

:@:

Re: Timepaas

porridge :crying: I want bagel and creeme cheese

Re: Timepaas

ehsan bhai ka khoka band ho chuka hey :smiley:

Re: Timepaas

nahi ab thori der mein khulnay wala ho gaa :D chalo unhian kisi tarah jagayein :D

Re: Timepaas

salaam...kaisi haiN UZ? kaii dinoN ke ba'd dekhaa aapko...sab Kahiriyat thii na? :)

Re: Timepaas

Walaikun assalaam KKF :D I am fine now bas zara mausam ki zad mein thi :D

Re: Timepaas


oh oh...ab to Theek haiN na, mashaa Allah? aapkii saKht kamii yahaN maHsoos huii :D

Re: Timepaas

Haaye ham to samjhetey they kisi ko pata bhi nahi chaley gaa :naak: I am all mental now :naak:

Re: Timepaas

**are nahiiN ji…

aate jaate huye maiN sab pe nazar rakhtaa huN
naam Hashmat hai miraa, sab kii Khabar rakhtaa huN

mental as in psycho? :omg: u r so funny :omg:**

Re: Timepaas

haan mujhe yeh sher yaad aa gaya :hehe:

ghar ki ik ik cheez check kerta hoon
ik teray anay sey pehlay ik teray janay ke baad :smiley:

aap ko ab pata chala mein psycho bhi hoon :blush:

Re: Timepaas

:omg: **she’r to bahooot hii maze kaa hai :omg:

mujeh pahle se hii pataa thaa magar kia karuuN murawwat men Khaamsoh rahtaa thaa :cb: :D**

Re: Timepaas

paen zada murawat achi nai hoti..main adat se majboor ho k shevain chuk leti hun so tyan :snooty:

Re: Timepaas

ooper dey ghalat bhi likha maza dobala :smiley:
aap yeh jantay nahi pagal hi paglon ke dost hotay hian :omg:

Re: Timepaas

:yawn:

Re: Timepaas

**hahaha…yehy lafz e murawwat bahot pyaaraa lagtaa hai mujhe…filHaal isii lafz se mujhe Mubarak Begam kaa gaayaa huaa yeh gaanaa yaad aa gayaa…u bhii sun leN:
**

**milaayeN ahath isii baat pe…kia Ghazab kii baat kahii…aaj se maiN aur aap ham nivaala o ham piyaala o ham rikaab haiN…haiN na? :slight_smile:
**

u ko ab kia huaa? yeh kaun saa “SPELL” hai? :smiley:

Re: Timepaas

:salam: Utho jago poetry walo subah ho gayee. nashta karo. :chai:

Re: Timepaas

:wsalam: :crying:

Re: Timepaas

salaam…kaisi ho? aaj kaii dinoN ke ba’d tumko idhar dekhaa :slight_smile:

Re: Timepaas

:wsalam: m ok ..how r u ? :crying: me burqa pehan ke ate hun isleye u cant c me : P