Timepaas

Re: Timepaas

mein nay uthnay kay liye kaha tha bagga kay liye nahin. :emmy:

Re: Timepaas

u ko pata to hai me bagga ke sath he ati jati :teary2:
next time mujhe nai uthana :crying:

Re: Timepaas

oh oh…to, tumko bachche aGhvaa karne ke ilzaam meN police pakaRtii nahiiN? burq’e meN lipTii aaj ke daur meN log auratoN ko bachche aGhvaa karne waaliyaaN samajhte haiN :smiley:

Re: Timepaas

:bummer: :frowning: :crying: :teary1: :teary2:

Re: Timepaas

weekend pir ghar per tha ar waha pe mashaALLAH se itni ala loadshading hoti hay k kaya bataoon

woi tu poch raha hon k kon hote hain :@:

nai aaaj pir hay :bummer:
*
So tired … also Sar dard … gone to khariyan @ 7 a.m. and come back @ 12:30 P.M now in the office oper se only 2-3 hours ki neend ar subha se kuch b nai khaya bas abi abi ik cup green tea pi hay *

Re: Timepaas

maan na maan main tera mehmaan :snooty:

Re: Timepaas

:salam:

Re: Timepaas

awww …:chai: ye ap ke liye :@:

aur main ne to kaha tha ke jaldi so jain ap :smilestar:

Re: Timepaas

:wsalam: jiti raho khush raho

Re: Timepaas

ik cup se kuch nai hone wala :snooty:
3 baje so gaya tha main :@: per pir 6 baje uth gaya tha :bummer:

Re: Timepaas

:wave: koi hai

Re: Timepaas

main tha liken ab nai hon :snooty:

Re: Timepaas

acha wo ap k ghar b ata hai or jo manta he nai k main mehmaan hun :omg:

Re: Timepaas

wao what a meaningful sentece :omg:

Re: Timepaas

nai abi aisi qismat kaha :blush: mujhe khud e jana parhta hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

:snooty: :barbie:

Re: Timepaas

aisi he hay qismat..jis din ghar pe qabza kar k ap ko bahar nikaal de ga tab pata chalay ga k wo mehman hai ya nai :cb:

Re: Timepaas

ab nikaal li na zuban,ab jaldi se munh band kar lain warna main khich k mustaqil bahar nikal dun gi :cb:

Re: Timepaas

yahan to JARNAL raanee aee hue hi:zobo: karlo jo karna hi

Re: Timepaas

:nahi: