Re: Timepaas
to treat bhi chahiye…monthly theka kar leiN aap hum sey ![]()
Re: Timepaas
to treat bhi chahiye…monthly theka kar leiN aap hum sey ![]()
Re: Timepaas
![]()
main be-rozgaar hon ![]()
Re: Timepaas
aap to abhi talib-e-ilm heiN na ![]()
Re: Timepaas
Aaj saarey gladiators kidhar gaib heiN?![]()
Re: Timepaas
salaam ![]()
Re: Timepaas
Shab neend poori nahi hui? ![]()
Re: Timepaas
jee bilkul. aur filhal talib e ilm rehny ka hi irada hai ![]()
Re: Timepaas
wsalam ![]()
Re: Timepaas
Shab idhar hi so gai ho kya??? ![]()
Re: Timepaas
Aur ye “filhal” kitney saal ka ho ga? ![]()
Re: Timepaas
ye sochny ki zehmat nai gavara karti main ![]()
Re: Timepaas
ap ka wo KOI HAI kahan hain? itna shor sun ke wo waisy hi uth jain gi ![]()
Re: Timepaas
Lagta hey Shab par KKF ka saya parr gaya hey…aesey kaam amooman wo kartey heiN…salam idhar…jawaab kaheiN aur wasool kar rahey hotey heiN wo ![]()
Re: Timepaas
IS bhai kahan gum hain aj kal?
Re: Timepaas
IS aaj chutti manaa rahey hoN gi…I guess kal inshaallah zarhoor-pazeer hoN ge ![]()
Re: Timepaas
Gi ka kia matlab???
Re: Timepaas
Yeh bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar
Yun bhi hoga khud ussi mein ek khalla reh jaayega …
Re: Timepaas
sorry…ghalati sey mistake ho gai… “hoN ge” ![]()
Re: Timepaas
bohat khoobsoorat sheir hey ye…in fact poori ghazal hi kamaal ki hey ![]()
Re: Timepaas
:k:
bataon gi un ko ![]()