Re: Timepaas
Koi nahe yahaan ???
Re: Timepaas
Koi nahe yahaan ???
Re: Timepaas
Amal …
IS
Innocent Smile
Shazia
fara
UZ
Shab
GuL-e-Tasbeeh
Khalil bhai
Kahaan hain sab ?
Re: Timepaas
kisi ne yaad kia mujy ![]()
Re: Timepaas
Jee yeh gustaakhi mujh na-cheez ne ki hai …
Re: Timepaas
acha chalain ab ghustakhi ho hi gai to…
kia yaad karain ge ap bhi
Maaf kia jata hai ap ko ![]()
Re: Timepaas
^ Shukriya … ![]()
Re: Timepaas
![]()
kese hain ap?
aur shukariya se kaam nai chalay ga koi shair sunayen jis main jungle walay sher ka zikar ho ![]()
Re: Timepaas
Yeh achanak jungle wala sher kahaan se agaya beech mein ?
Re: Timepaas
wo mujy zoo se sher ke bolny ki awaz aa rahi hai ![]()
Re: Timepaas
Lagta hai sher aap ko bula raha hai … ![]()
Re: Timepaas
![]()
lekin main nai jaon gi. main naraz hon sab se ![]()
Re: Timepaas
Naraaz hona achi baat nahe … Chalain cheer up … ![]()
Re: Timepaas
pehlay mujy chocolate la ke dain ![]()
Re: Timepaas
Is wakt yahaan UAE mein raat ke 1:38Am horahe hain aur choc ki sari shops band hochuki hain … ![]()
Re: Timepaas
mujy nai pata ![]()
mujy chahiye. mera dil kar raha hai ![]()
yahan bhi to 3.45 ho rahay hain lekin dil time to daikhta na ![]()
Re: Timepaas
Dil ka kya kahain …
Dil tau thehra nadaan janaan … ![]()
Re: Timepaas
dil to bacha hai ji ![]()
lekin chocolate ![]()
Re: Timepaas
I saw this movie last night and it was a good one …
Re: Timepaas
wow! what a coincidence main bhi kal raat hi ye movie daikhi. achi hai movie. ![]()