Re: Timepaas
so jao so jao ![]()
Re: Timepaas
so jao so jao ![]()
Re: Timepaas
w.slam:)
Re: Timepaas
ab B se banta kaya hay ![]()
![]()
jite rahien khush rahien
Re: Timepaas
ki ho gaya paen,baji banta hai baji ![]()
Re: Timepaas
Muje Sub Log Kehte Hain
Muhabbat Jaante Ho Tum?
Muhabbat Maante Ho Tum?
Muhabbat Aag Jaisi Hay
Jo Jalti Hay To Bujhti Nahi
Muhababt Geet Jaisi Hay
Kaii Saazon Pe Mabni Hay
Muhabbat Rangon Ki Titlii
Jo Khushbuu Dhoond Laiti Hay
Magar Kyun MujhKo Lagta Hay
Ye Saare Lafz Jhootay Hain
Aagar Such Hay
To Bus Ye Hay
Muhabbat Aap Jaisi Hay
Kabhi Gumsum
Kabhi Chanchal
Kabhi Jugnuu
Kabhi Baadal
Kabhi Ye Neend Hay To
Kabhi Ye Khwaab Jaisi Hay
Muhabbat Aap Jaisi Hay
Re: Timepaas
oh haaan ye tu main ne socha e nai ![]()
Re: Timepaas
Bahut khoob IS … yeh kaheen mere aane ki wajah tau nahe ke yaka-yak aap poetries share karne lag gaye is thread mein … ![]()
Re: Timepaas
Nice nazm IS :k:
Re: Timepaas
Lagta hey Shazia baji ‘guzar’ gaeiN ![]()
Re: Timepaas
thanks
nai mai kabi kabi karta hota hon ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
*Mujh ko aata hi nahe zakhmoon ki numaaish karna
Khud hi rota hoon tarapta hoon behal jaata hoon …
Re: Timepaas
What a lovely sheir Arif ![]()
Re: Timepaas
What a lovely sheir Arif ![]()
Re: Timepaas
^ Yehi hakeekat hai Amal …
Re: Timepaas
Arif Bhai khoobsurat and also true for me as well ![]()
Re: Timepaas
hmmm…you are right…
Re: Timepaas
Shukriya Amal and IS …
Re: Timepaas
* Mat pooch hum zabt ki kis raah se guzrayYeh dekh ke tujh pe koi ilzaam na aaya …
Re: Timepaas
* Pallat aaoKe dil ki dharknain ab bhi
Tumhare naam ki tasbeeh
Subh-o-shaam parhti hain …