Timepaas

Re: Timepaas

ese urdu kehte hain PAKISTAN ki qomi zubaan :snooty:

Kin se lagaiye baithye thay chahat ki aaas loug
Khud mien bikhar bikhar gaiye akhir Udaas loug

Re: Timepaas

thanx Amal…ab samajh or maza dono aye hain :cb:

Re: Timepaas

aaawwww…bhai ko idhar akela chorr kar jaeiN gi? :teary1:

Re: Timepaas

thanks Amal Bhai

Re: Timepaas

Amal ne ker dia hai or ap jisay urdu keh rahay hain wo urdu hai??? :smilestar:

Re: Timepaas

fair main chalta hon kesi ar thread main :@:

Re: Timepaas

Aaj chutti manaa rahey the IS?

Re: Timepaas

Amal bhai ne tu sirf zabarsat likha hay to aap ko samaj ar maza dono a ge :snooty:

Re: Timepaas

konsa bhai???mere to allhamdolillah bohat sare bhai hain,sab ko le ja k jaloos nikalna hai :omg:

Re: Timepaas

Amal Bhai ne b woi urdu parhi hay ar samji hay jo u ko samaj nai ai :snooty:

Re: Timepaas

jan dyo paen :omg:

Re: Timepaas

Ji I am @ my hometown :-)

Re: Timepaas

MeiN hooN na aap ka taaza, taaza bhai…mujhey bhool gaeiN aap baaji??? :teary1:

Re: Timepaas

Achi khaasi seireiN ho jaati heiN aap ki to :)

Re: Timepaas

nai mujhe to roz he hoti hai,pappu parkaar :cb:

Re: Timepaas

main ne kb roka hay :emmy:

Re: Timepaas

in ki yaaddasht thori weak hay
aap ko yaad dilane k laiye ye karna parhe ga
shazo baji zara uder daikhian :sannan:

Re: Timepaas

sachi :@:

Re: Timepaas

Islamabad se Gujrat tak ki seirien and vise verse ...

Re: Timepaas

raakhi hey aap ke paas to baandh dijeeye abhi…maoqa acha hey :cb: