Timepaas

Re: Timepaas

jaldi karein judgment se pehle kar dain joonhi fesla ho gea winner ka mujhe unban kar dein :hehe: :crying:

its mean khali dabba hai :crying:

Re: Timepaas

to us main se main bhi khaya tha na. Uni se ai hon boht bhook lagi hai:bummer: thora sa main bhi le lon?:@:

Re: Timepaas

nai is main kuch aur hai…:@:

Re: Timepaas

bhooosa ? :omg:

Re: Timepaas

Eik baar ban ho gaein toh phir permanent ban lug jaye ga. :emmy:

Re: Timepaas

:omg: tumhay kesa pata chala?

Re: Timepaas

Theek hai cake choorain rus malai ley ayein. :yummy:

Re: Timepaas

to theek hai kar dain :crying:

someone stole mine :crying:

Re: Timepaas

theek hai :@:
lekin main bhi khaon gi:snooty:

Re: Timepaas

khali daba le ke kisi ne kia karna tha:kursi:

Re: Timepaas

kuch bhar ke kitchen me rakhna tha :crying:

Re: Timepaas

mujy bhi aik daba chahiye kitchen ke liye..mil sakta hai? :@:

Re: Timepaas

greedy. :nahi:

Re: Timepaas

Chalo maaf kiya, aap ban kay khauf say itna roh joh rahee hain

Re: Timepaas

ap baray hain na. ap ka farz hai. :snooty:

waisy ap ko cooking aati hai? :@:

Re: Timepaas

jee main zabardast cook hoon. :snooty:

Re: Timepaas

joke acha nai tha :crying:

Re: Timepaas

to kuch bana ke khilayen na :yummy:

Re: Timepaas

soondiyon ke leg pieces mere liye :blush:

Re: Timepaas

Jee kya khayein gee, machli bana doon kya, phir aap ka masla hul ho jaye ga. ;hehe:

Buss marinate ker diya hai, thori dair mein cook ho jaein gay