Timepaas

Re: Timepaas

Acha kabi apne aap ko acha nai kehta :@:

welcome
kuch nai bath laine ka soching ar pir office jaing :@:

Re: Timepaas

Loh jee ;salam: utho jago poetry walo thoree see :chai: aur thora sa :cobra: ho jaye.

Re: Timepaas

:salam:
thora kion? ziada kion nai :@:

Re: Timepaas

Aap cake lay kay ayein toh zayadh pee lein gay. :@:

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

agar main cake banaon gi to phir main taste bhi karon gi us main se. pora ap ko nai don gi:barbie:

Re: Timepaas

:smack:
kia karon main is larki ka

Re: Timepaas

kuch khane ko de dain :blush:

Re: Timepaas

pichli baar bhi yehi kiya tha aap nay. :naraz:

Re: Timepaas

kia khao gi:@:
kuch bhi mang lo lekin mera sar mat khana :barbie:

Re: Timepaas

bagga jee :salam: :mad:

Re: Timepaas

ab bina taste kiye ap ko de don gi to agar acha na bana hoa to??? :daaghu2:

Re: Timepaas

and i thought apka sar b meri tarah khali hai :crying:

:wsalam: aap kon :crying:

Re: Timepaas

Chaley ga, buss poora cake hona chahiye. :emmy:

Re: Timepaas

mein joh aap koh ban karey ga. :asa:

Re: Timepaas

ap akele hi khayen ge pora cake? :eek:

Re: Timepaas

jee. :yummy:

Re: Timepaas

phir banayen bhi khud hi :snooty:

Re: Timepaas

haha. socha to tum ne bilkul theek. isi khushi main :smilestar:

Re: Timepaas

koi haal nahin. Peechlibaar toh bana ker liye theen. :mad: