Timepaas

Re: Timepaas

Khud hi aa jaeiN ge thak, haar ke....isi bahaaney thori walk/drive ho jaey gi :)

Re: Timepaas

walk se yaad aaya. aj main ne boht walk ki. gari kharab ho gai thi itni door se paidal ghar ai :bummer:

koi auto bhi nai tha wahan :frowning:

Re: Timepaas

Achi baat hey… aesey hi agar haftey meiN 3, 4 baar aap ki gaarri kharaab ho jaey to sehat achi rahey gi aap ki :cb:

Re: Timepaas

main pehli hi achi khasi walk kar laiti hon :vivo:

sara din campus main yehi to kaam hota hai :hehe:

Re: Timepaas

Classroom meiN jaaney ka waqt nikaal leti heiN ya wo bhi nahi? :cb:

Re: Timepaas

**maiN ne to vo baat “dostaniyoN” ke liye kahii thii :omg: dost to haiN hii mere aur maiN unkaa :smiley:
**

achchhaa huaa na k u ka vazan kam ho jaayegaa :slight_smile:

miyaaN, yeh du’aa na deN varna har baar inkaa baTwa bhii halkaa hotaa rahegaa aur vo din door na hogaa jab yeh diwaaliyah ban jaayeNgii :cb:

Re: Timepaas

salaaam :chai:

kasay hain sub?

Re: Timepaas

wo Allah bhala karay humary humsaya department walon ka un ki strike ki wajah se aj kal humari bhi classes nai hotii :cb:

koi aik adh class hi hoti hai

Re: Timepaas

wo Allah bhala karay humary humsaya department walon ka un ki strike ki wajah se aj kal humari bhi classes nai hotii :cb:

koi aik adh class hi hoti hai

Re: Timepaas

wsalam
Allah ka shukar hai
ap sunayen

Re: Timepaas

mai bhi achi hoo... ap kasay hain?

Re: Timepaas

main bhi bhali changi hon :)

kia ho raha hai?

Re: Timepaas

w salaam S-e-H…kaisi haiN? vo to mujhe pataa hai magar is baar aaiine men dekh ke bataaiye :cb:

Re: Timepaas

Shaed Urdu meiN kehtey heiN Billi bhaagoN cheeka toota…:smiley: … I guess KKF ko sahi pata ho ga :slight_smile:

Re: Timepaas

ainee mai dekh kar bataoo gi to kaho gi mai bohat hassen-0-jameel ho .. :hehe:

Re: Timepaas

Hello Shab…aaj phir parrosan ki laptop haath aa gai kya? :slight_smile:

Re: Timepaas

maiN kiuN kahuuNgaa…maiN itnii aasaanii se “sunii sunaaii” baatoN par yaqeen nahiiN kartaa…seeing is believing…hai na? :smiley: …haN, yeh aur baat hogii k ham aapkaa nick hii Ms. Haseena yaa Ms. Jameela rakh duuN :cb:

Re: Timepaas

nahi nahi aj to mai apna lay aye ho :hula:

Re: Timepaas

mai yaha kuch prove nahi karahi bus bata rahi ho :snooty:

Re: Timepaas

aaaaaaawwwwwww…achchhaa achchhaa…chaliye, tab Theek hai…maan letaa huN…vaise, aajkal yeh nayaa shauq laaHiq huaa aapko…ya’nii…lappy saath laane kaa! :smiley: good!!!