Timepaas

Re: Timepaas

kabhi kabhi but its OK dawat was good AH

Re: Timepaas

Shab US mein desi murgha bhi dhoond liyaa :D

Aajkal aap key dad ko desi murgha hi to dhoondna hai naa ;) isi liye pakwaya bhi

Re: Timepaas


ahaaN...saHeeH...leftover gaajar kaa Halwa mujhe bhej deN plz :D

Re: Timepaas

virtual aaya aap ki taraf :D le lein aap :D

Re: Timepaas


thankoo...baRe maze kaa hai...agli baar plz kaali gaajar ka banaaiyegaa :) thankoo

Re: Timepaas

LOL :hehe:

yeah mere papa kaliye koi uncle laye thay kisi ranch say sookhi sookhi legs wala american desi murgha :smiley:

Re: Timepaas

ji nahi mujhey gajrein laal hi pasand hain :snooty: and saath white khoya

Re: Timepaas

pakka kaisa tum ney khaya :bummer:

Re: Timepaas

yummm itna kuch :yummy:

mai nay b hi zubaida appa kay handi kabab try krnay hain..

Re: Timepaas

haye haye mai nay nahi khaya meri ama aur papa nay khaya

now ama papa ko kah rahi HUN NA KAR WICH WARNA MERA DIL KHRAB KARDETA :smiley:

Re: Timepaas

haan kabhi kabhi itna bhi paka leti hoon :D bas khuch families ko aisay hi khilana parhta hia :D

Re: Timepaas

lakin yaha to orange gajar milti laal to pak say hi milti :frowning:

Re: Timepaas

ok i'm OUTTA here...time to sheepy sheepy...Allah Haafiz :)

Re: Timepaas

:smiley: shukar karo unhon ney pakwaya khilaya nahi :omg:

Re: Timepaas

abhi sey abhi to mein aai thi :naak:

Re: Timepaas

its almost 2 am and i’ve to get up at 7 am to go to work at 8 am sharp…naashta ka intizaar hai ab to bas :slight_smile:

Re: Timepaas

khilaya yuck thoo… over my dead body :snooty:

Re: Timepaas

OK :slight_smile: Shab bakher :wave:

Re: Timepaas

good night sleep tight :wave:

Re: Timepaas

ab aisay naa kaho haseena kabhi kabhi khana parti hain khanay :naak: I remember jab ham chotay they :omg: Ammi zabardasti khilati theen and idhar unhon ney khilyaa and mujhe to ultyaan aanay lag jaati theen :omg: