Timepaas

Re: Timepaas

lo kaR lo gal romantic is leay likhi k koi romantic ho na k sad :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

lo kar lo gal salla ko delete e kaR dala ab koyal parhi likhi tu hia nahi k M laga dalti :p

Re: Timepaas

amal ko ulta asar hogya..:D

Re: Timepaas

ap M na lagay meem laga dain :chai:

Re: Timepaas

**lo ji kar lo gallaaN...maiN to do laRkiyoN ke beech buraa phaNsaa...mujhe to baat bhii nahiiN karnii aatii...vo Zafar ne saHeeH farmaayaa thaa k:

baat karnii mujhe, ai dil!, kabhii aisii to na thii
jaisii ab ho gaii mushkil, kabhii aisii to na thii :D**

Re: Timepaas

don’t worry paen main sirf naam ki larrki hun :snooty: mere peeche look jain,main…b kahin lookne lagi hun :cb:

Re: Timepaas

chaleN shukr hai…kaam kii laRkii nahiIN sirf nama kii haiN…hehe…:cb: kia waqa’ii maiN u kee peechhe chhup saktaa huN? maiN vaise bahooot moTaa huN :omg:

Re: Timepaas

baat bhi nai karni ati aur dekhta bhi nahi sahi :thapar: .. woh koyal hai birdy aur mai ho larki :blush:

Re: Timepaas

ye naam ki larrki or kaam ki larrki wali bat bohat gehri ki…kitne din main tyar ki :omg: koi bat nai motay hain to,main b koi barbie doll nhi :cb:

Re: Timepaas

oh nice to meet you :cb:

Re: Timepaas

**mujhe nahiiN dikhtaa isi liye to abhii tak kanwaaraa huN maiN bechaaraa :omg: ab birdy ho yaa vardi YAA laRkii ho yaa lakRii kia farq paRtaa hai :smiley:
**

zaKhm gahraa lagaa ho to bande kii baat bhii gahrii hotii hai…hahaha…:cb:vaise, maiN ne kal baazaar meN ek moTii “aunty barbie” dekhi hai :smiley:

**aapas men hii aap log mileNgii yaa mujh Ghareeb se bhii milnaa gawaarah kareNgii :frowning: **

Re: Timepaas

oh to ap ghareeb hain..sorry mai ghareebon se nai milti :barbie: :omg:

Re: Timepaas

maiN Pakistani Ghareeb huN…andaroon-e-mulk ZERO beroon-e-mulk laakhoN :cb:

Re: Timepaas

AOA :D koi hai

Re: Timepaas


wa'laikum assalaam...aaiye aaiye...kahaN Ghaayab thiiN kaii dinoN se? :)

Re: Timepaas

busy thi :naak: Dawats pakanay and khanay mein :smiley:

Re: Timepaas

:waves: :salam:

Re: Timepaas

w/salaam

kasay hain sub?

UZ kya banya.. I made desi murgha for my dad.. pata nahi unko itna disgusting murgha kyu khana tha:(

Re: Timepaas

oh achchhaa…aaaaaaaawwwwwww…ghar baar waaliyoN ke shab o roz kitne masroof hote haiN :frowning:

w salaam IS…hru?

aaaaawww…u kii cooking burii nahiiN rahii hogii…murGhe kii zaat hii Kharaab rahii hogii…koi politocian family ka rahaa hogaa yaqeenan :smiley:

Re: Timepaas

Walaikum Assalaam IS bhia :wave:

Shab mein ney lambi list hai :smiley:

Salad and chutney ke ilawa
dahi phooliyaan
palak paneer
seekh (yani lambay kebobs ka salan)karahi
haleem
biryani
chicken roast
achar gosht

Dessert mein
gajar halwa
chocolate macroons
baklava