Timepaas

Re: Timepaas

Hmmm....to aaj chutti manaai jaa rahi hey :)

Re: Timepaas

thanks for liking
ok will post it :slight_smile:

Re: Timepaas

ji kafi arse k baaaad :-)

Re: Timepaas

kafi arsey baad? off band the?

Re: Timepaas

nai har weekend per hometown jana parh jata tha kesi na kesi waja se

Re: Timepaas

I see...aap Islamabad meiN job kartey ho na?

Re: Timepaas

ji haaan

Re: Timepaas

and hometown?

Re: Timepaas

Re: Timepaas

Gujrat
almost 160-170 KM away

Re: Timepaas

Wah, kya baat hey :k:

Re: Timepaas

us din b main esi terha images paste kar raha tha us din pata nai kyo nai show ho rahe the aap ko

Re: Timepaas

Re: Timepaas

:salam: :naak:

Re: Timepaas

:wsalam: jiti rahien khush rahien
kesi hain aaap

Re: Timepaas

Thanks :slight_smile:
Theek nai hon :naak:

Re: Timepaas

Re: Timepaas

welcome
liken howa kaya aap ko

get well soon

Re: Timepaas

ye pochain ke kia nai hoa. boht kuch aik sath hi ho gaya :crying:
fever, headache, flu, aur to aur slip bhi ho gai :crying:

Re: Timepaas

:wsalam: