Timepaas

Re: Timepaas

Seedha, seedha bataana tha na, scene itna complicate karney ki zaroorat hi kya thi :bummer:

Re: Timepaas

koi hia :D AOA anyone

Re: Timepaas

koi aata hi nahi :naak: kahaan gaye sab :frowning:

Re: Timepaas

maiN to aa gayaa ji...salaam...kaisi haiN? :D

Re: Timepaas

mein theek hoon bas thak gaii paka paka ker :naak:

Re: Timepaas

:salam: Subah ho gayee poetry walo, utho, jago :chai: peyoo.

Re: Timepaas

**lol…aaaaaaaawwwwwwww…aaj kisko “pakaayaa” aap ne … jee bhar ke "pakaayaa na? :cb: **:smiley:

Re: Timepaas

Ye jagaa kuch jaani, pehchaani si lag rahi hey. Kya meiN pehley bhi yahaaN aa chuka hooN? :bummer:

Re: Timepaas

:wsalam: ap ki har subha :chai: se hi hoti hai kia :hmmm:

:smack:
jee hum sab ko bhi ap kuch janay pehchay se lag rahay hain…ap pehlay bhi kabhi yahan aaye thy kia :cb:

Re: Timepaas

wsalam UZ :)

Re: Timepaas

Bilkul, :chai: kay bina toh din shuru hee nahin hota.

Aur aap thaali mein machlee rakh ker kub tuk bethee rahein gee. Kha loh aab iss koh. :smiley:

Re: Timepaas

mujy abhi tak machli pakana nai aaya :bummer:
jab seekh lon gi to kha lon gi paka ke :smiley:

Re: Timepaas

:crying: :crying:
:crying: ___/:crying:

:crying: ________:crying:
:crying: :crying:

Re: Timepaas

ab yahan kia hoa? larki main tumhary ronay se pareshan hon :bummer:

Re: Timepaas

bagga bund karo aur school jao. :mad:

Re: Timepaas

rone ko rehne dein design kesa hai :blush:

me ne school complete kar lia hua hai :hehe: :crying:

Re: Timepaas

design :lajawab: hai :slight_smile:

Re: Timepaas

isi khushi me

:crying: :crying:

:crying: ___/:crying:

:crying: ________:crying:

:crying: :crying:

class shuru hone lagi :blush: :wave:

Re: Timepaas

haha.

:waves:

Re: Timepaas

:waves: :salam: :waves: