Timepaas

Re: Timepaas


to khud hi nikaal dein zakhm barh naa jaey ;)

Re: Timepaas

vi kantun k sath jo phul tha kidar kia;)

Re: Timepaas

Arif bhai kuch khaas mazaa nahi aaya...aap ney khud hi apna benchmark bohat high set kia huwey hey...aur us hisaab sey...ye nazm kuch holi hey :p

Re: Timepaas

han asman par badal hyn sitaray to gin nhi sakti

Re: Timepaas

waja? :@:

Re: Timepaas

zakham barna b nai chiaye bas :snooty: nai filhaal aise e rahne daina hay main ne bas :snooty:

Re: Timepaas

wo LAHORE mai hay :@:

Re: Timepaas

ye ARIF BHAI ne post nai ki :barbie:

Re: Timepaas

???

Re: Timepaas

pata nai :bummer:

Re: Timepaas

ay hy sarhadi majburian mujy apni aik nazam yad agae jo mi bhul chuki hun:hehe: :hehe:

Re: Timepaas

Tabhi… deikha ghalati meiN bhi aek sahi baat thi na… Arif bhai ka style kuch aur hi hey… IS seekho kuch un sey :smash:

Re: Timepaas

Zaalim samaj :smash:

Re: Timepaas

sarhadi majburian kyo :hoonh: we are in same country :barbie: lolz @ namaz

Re: Timepaas

Sorry Arif, meiN samjha nazm aap ney post ki hey... :(

Re: Timepaas

mai itna hota e nai yaha tu kese sikhoon un se :@: :@: specially raat k time jb aap dono poetry ki zubaan bool rahe hote hain :@:

Re: Timepaas

is main zaalim samaj kaha se a gaya :slight_smile:

Re: Timepaas

http://i51.tinypic.com/350lz13.jpg

*Ay Khuda suna hai ke qubooleyyat ka aik waqt hota hai

Phir tu hi bata ke mein ne ussay kis pal nahe maanga …

Re: Timepaas

Shaam meiN aap hote to ho...bas pichley aek, do roz sey nahi the...but I guess Arif din meiN ya shaam meiN kam hi hotey heiN ...

Re: Timepaas

Hamaari marzi :snooty: … shukar kareiN meiN ney ye bhi amrika pe nahi daal dia :cb: