Re: Timepaas
AOA everyone
Walaykum Salaam :)
Re: Timepaas
AOA everyone
Walaykum Salaam :)
Re: Timepaas
Aaj IS bhai nazar nahi aeey… lagta hey kal baarish meiN itna nahaaey ke aaj… ![]()
Re: Timepaas
Nahi aaj woh Pakistan ke jeetnay ki khushi mana rahey hain :D
Re: Timepaas
Jeetney ki ya bach jaaney ki? ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
2 - 3 din se dil e nai kar raha kuch postne ko
![]()
Re: Timepaas
:@:
Is ko kehtey heiN dil ko dil sey raah hoti hey :)
Re: Timepaas
Aesa kya ho gaya dil ko IS? Lagta hey bhabhi sey baat nahi hui 2, 3 din sey ![]()
Re: Timepaas
Ab mujhe koi intezaar kahan
Woh jo behthe thhe…
Abshaar kahan
Ab mujhe koi intezaar kahan
Ab mujhe koi intezaar kahan
Woh jo behthe the…
Abshaar kahan
Ab mujhe koi intezaar kahan
Ummmm….
Aankh ke ek gaaon mein
Raat ko khwaab aate thhe
Aankh ke ek gaaon mein
Raat ko khwaab aate thhe
Chuney se behthe thhe, bole toh kehte thhe
Udthe khwaabon ka aietbaar kahan
Udthe khwaabon ka aietbaar kahan
Ab mujhe koi intezaar kahan
Jin dino aap thhe
Aankh mein dhoop thi
Jin dino aap rehte thhe
Aankh mein dhoop rehti thi
Abh to jaale hi jaale hain
Yeh bhi jaane hi wale hain
Woh jo tha dard ka karaar kahan
Woh jo tha dard ka karaar kahan
Ab mujhe koi intezaar kahan
Woh jo behthe the abshaar kahan
Ab mujhe koi intezaar kahan
Re: Timepaas
Is ko kehtey heiN dil ko dil sey raah hoti hey :)
jb pehle aya tu timepass mai koi tha e nai pir mai movie watchine lag gaya
Re: Timepaas
bas kuch aisa e samaj lain ![]()
Re: Timepaas
helo:chupki: iam here:aisha:
Re: Timepaas
wow…you are here… lekin hum kya kareiN ![]()
Re: Timepaas
Kyoon
Ham ney kaya aap ko kaantay choboy hain ![]()
Re: Timepaas
bas kuch aisa e samaj lain :@:
ye to zulm ho gaya aap ke saath :( ... meri humdardiyaaN aap ke saath heiN :)
Re: Timepaas
bohat ahca hoa aap bhi aayein ![]()
Re: Timepaas
![]()
welcome welcome
ji aya nu
![]()
Re: Timepaas
mara ISTAQBAL
Re: Timepaas
nai main ne khud apne aap ko choboy hain ![]()
Re: Timepaas
ye to zulm ho gaya aap ke saath :( ... meri humdardiyaaN aap ke saath heiN :)
ye zulam khud main ne apne sath kiya hay :@: