Timepaas

Re: Timepaas

Khaalii Khooli jawaab? yeh bhii kanjoosii kii intihaa huii…are baba salaam kaa jawaab salaam ke saath do chaar qalaqand ke pieces bhii lapeT ke bhej detiiN…kar bhalaa, ho bhalaa! :smiley: aaj qalaaqand khilaao, kal milk cake khaao :smiley: