Re: Timepaas
aap wuh chaabi kahaN rakhtay haiN kuch iss pey bhi roshni daaliye na :-p
Gaddafi jo kar raha hay uss say awaam ka konsa bhala ho raha hai…MM k saath jo ho raha hai uss maiN yaqeenan usska bhala hi hoga ![]()
aap pe bhi Jald koi khabar post karooN gi don’t worrie ![]()
Ab maiN itni zaalim bhi nahiN huuN …aaj nahiN tou kal aap ko uski roni.. Masoom soorat dekikhany ko milay gi :~)