Re: Timepaas
hahaha…ab to aap bhii shaa’irii ke maidaan e jang meN utar aayii haiN…ab to lagtaa hai ham sab ko apni “shaa’irii kaa khokhaa” baRhaanaa paRegaa ![]()
hehe…band hai magar shutter neeche se zaraa saa koii ek inch khulaa hai…haath Daal ke saudaa maangiye, iA milegaa ![]()