Timepaas

Re: Timepaas

kaisi taraqqii? kia ab iske bhii “surKhaab ke par” lag gaye? :smiley: ab aap se guzaarishaat ke liye appointment lenaa paRegaa? :smiley: