Re: Timepaas
3-4 hours pehle tu yahi kahi the
ab ka pata nai :@:
Re: Timepaas
3-4 hours pehle tu yahi kahi the
ab ka pata nai :@:
Re: Timepaas
*mez ek paaNv gaNvaa chukii hai
takiyaa kursii se alag rakhaa hai
vaar chuukaa thaa, suraahii ka galaa kahtaa hai
kaapiyoN aur kitaaboN pe paDay niile daaG
kah rahe haiN ki davaat ulTii thii
munnii TuuTii huii chuuRii ke liye rotii hai
munna rotaa hai ki ghoRay kii kamar TuuT gayii
murGiyaaN chuntii haiN bikhre geNhuu
kuchh na samjhii haiN to khush khush sii nazar aatii haiN
vo jo ghuuraa thaa galii me muNh par
jaise kamre meN chalaa aayaa ho
maiN bhii kuchh TuuTaa huaa baiThaa huuN
tum bhii kuchh kam se nazar aate ho
kamraa itnaa hii baDaa thaa kal bhii…
**Fazal Tabish
Restored attachments:
Re: Timepaas
*ek chhappar kaa ghar, neem ke saaye
uuNghtaa hai dhundhalke meN lipTaa huaa
shaam kaa waqt hai aur chuulha hai sard
sahan meN ek bachcha barahna badan
baasii roTii ka TukDaa liye haath meN
sar khujaataa hai, jaane hai kis soch meN
aur asaare meN aaTe kii chakkii ke paas
ek aurat pareshaan khaatir, udaas
apne rukh par liye zindagii kii thakan
sochtii hai ki din bhar kii mehnat ke baad
aaj bhii ruukhii roTii milegii hameN
tum hiqaarat se kyuuN dekhte ho use
Dost! ye mere bachpan kii tasviir hai
**
Rafat Sarosh
Restored attachments:
Re: Timepaas
nai to :sid: per meri bajion k or meri billi k bache bohat cute hain ![]()
Re: Timepaas
v different.
Re: Timepaas
nice but aisa bachpan hai apka :eek: paen main to ap ko nawab of kala bagh he samajhti rhi :cb:
Re: Timepaas
haaaaaaaaaaaaaaaaw apa hain to main to paen samajh rhi thi ![]()
Re: Timepaas
hehe cute
to aap ko bachon kaa acha experience hia ![]()
Re: Timepaas
Subah ho gaye, kahan hain sub log.
:cobra:
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
Loh jee rondu aa gaye. ![]()
Re: Timepaas
mujhe pata lag gea tha u mujhe yad kar rahe ![]()
Re: Timepaas
Aap koh yaad ker kay depression ho jaate hai. ![]()
Re: Timepaas
mujhe b ![]()
Re: Timepaas
muskann tum nay mujy kaha tha IS sis hi? naughty
Re: Timepaas
mein ne kaha aur apne yaqeen kar lia , me april fool ki tiari kar rahe thi ![]()
![]()
___/![]()
________![]()
![]()
Re: Timepaas
han g kuch zada he acha hai shayad k bajian kahin jain to sab chuchu khala k pas he rehte hain ![]()
Re: Timepaas
haye mera bacha kis cheez ki tyarion main time waste kerta hai ![]()
Re: Timepaas
u ke intezar me ![]()
Re: Timepaas
:salam2: tamam achay aur ganday ronay walay bachooN ko…