Re: Timepaas
astaghfirullah ab khud ko bacha keh dia ![]()
Re: Timepaas
astaghfirullah ab khud ko bacha keh dia ![]()
Re: Timepaas
lougo k nai bhai aor behan k bache ![]()
i was attached so much one of my niece
and i miss her alot
she was also so much attached wid me
apna koi b kama mujh se karwati thi
kesi aor ka kehna mane na mane mera zaroor manti thi
she was/is my jaaaaaaaaaaaan
Re: Timepaas
oh how cute your bhani not you ![]()
Re: Timepaas
inshaALLAH ![]()
wese main ne jitna abhi bhabiyo ko staya howa hay na unho ne mujh se ya US se bohat badle laine hain ![]()
Re: Timepaas
main ne kabi apne apne aap ko bacha nai kaya
main tu UZ appa k bachon ki baat kar raha tha ![]()
Re: Timepaas
kis kisam ke badlay share karein ![]()
Re: Timepaas
ji she is very cute ![]()
Re: Timepaas
ALLAH aap ko bhi itnay cute cute bachay dey bohat saaray ameen ![]()
Re: Timepaas
ye tu unko e pata ho but dono ne ye dhamki de rakhi hay mujhe
main b bohat dheet hon main ne kaha jo karna hay kar lain aap main b aap k sath mil k USE tang kiya karoon ga ![]()
Re: Timepaas
US ne ye parh liya na tu us ne shadi se e inkaar kar daina hay ![]()
wese bohat saroon ka tu nai pata liken kam az kam 2 zaroor hon ik baiti aor ik baita ![]()
Re: Timepaas
aap usay naa daraye gaa naa
Baad mein jo ji aaye
Beti and beta million dollar family without million dollars
Re: Timepaas
sukar hay wo bohat e kam kam internet use karti hay ![]()
Baiti Rehmat aor Baita Nehmat ![]()
Re: Timepaas
ji theek kha aap ney ![]()
Ab mein jaati hoon time for me to work AH ![]()
Re: Timepaas
Ok UZ Appa
take care alot
b happy n keep smiling always
ALLAH HAFIZ ![]()
Re: Timepaas
sb chale ge
am i alone here
![]()
Re: Timepaas
IS my friend…akeley hi akeley??? ![]()
Re: Timepaas
ji akaila hi akaila ![]()
Re: Timepaas
Aap Islamabad meiN koi security company khol lo, raat to wesey hi jaagtey rehtye ho, chalo chaar peisey hi aa jaeiN ge ![]()
Re: Timepaas
hehe nice idea lolz ![]()
GS per security provide karna start kar don ![]()
Re: Timepaas
Timepaas par…idhar ziaada dheenga-mushti hoti hey…wesey aaj Faakhta uncle kidhar heiN???