Re: Timepaas
hmmmm ke ilawa aur khuch bhi bolien gay ![]()
Re: Timepaas
hmmmm ke ilawa aur khuch bhi bolien gay ![]()
Re: Timepaas
to u alllllllllllllllllllll
will see u all theek se weekend pe ![]()
Re: Timepaas
acha theek hai
aap tehar jao naa thori der
Re: Timepaas
kya ho raha hey yahaN ![]()
Re: Timepaas
UZ tehri hue hoon na ![]()
amal
maar kyon rahey hainnnnnnnnnnnnn
Re: Timepaas
maar nahi raha hooN…keel thonk raha hooN ![]()
Re: Timepaas
acha tehri raho LP ![]()
Amal kahaan kahaan keel thonkay hain ![]()
Re: Timepaas
kheyma set kar raha hooN…aaj timepaas meiN shab-basri ka khayaal hey ![]()
Re: Timepaas
to saari raat aap sher parhtay aur sunatay rahein gay
aaj koii khaas din ![]()
Re: Timepaas
Aesi baat nahi hey, ghar waaloN ney laat maar ke baahar nikaal dia hey…is leeye ![]()
Re: Timepaas
becharay aap ki shairi se thak to nahi gaye they
ab aap ko sahi thikana mila hai ![]()
pohnchi waheen pay khaak jahaan kaa khameer thaa
Re: Timepaas
ar kuch bolne k liaye aap ne chorha e nai tha ![]()
Re: Timepaas
mein kaya bolti itna hoon ![]()
Re: Timepaas
jiti raho khush raho
inshaALLAH ![]()
Re: Timepaas
time pass as-usual ![]()
Re: Timepaas
sari females main esi khooobi pai jati hay ![]()
Re: Timepaas
haan and meray mein to khuch ziadti hai bohat ![]()
Re: Timepaas
acha waqi ![]()
Re: Timepaas
haan naa ![]()
Re: Timepaas
ismain rone wali kaya baat hay
wese females ye kaam b bohat zaida karti hain ![]()