Re: Timepaas
hello ![]()
Re: Timepaas
hello ![]()
Re: Timepaas
hello UZ
Re: Timepaas
Aur sunayein Amal aap ki sider per mausam kaisa hai :D
Re: Timepaas
Aaj kal to mosam acha hey idhar...raat khaasi thandi hey aur din ki dhoop mazedaar hey :)
Re: Timepaas
hamaray haan bhi yehi mausam hai
Sehra mein rehnay walay log ![]()
Re: Timepaas
Aap kon sey sehra meiN rehtey heiN?
Re: Timepaas
Amerika mein bhi hai eik sehra
Re: Timepaas
Of course...but am sure it won't be as harsh as Gulf's :(
Re: Timepaas
Like in weather wise it is
But living wise it is better I have lived in KSA too and I don’t wanna go back :no:
I do like somethings and since I have spent all my childhood there I have some good memories but I don’t want to go there now
Re: Timepaas
Good that you feel better over there...pros and cons to har jaga hotey heiN... sardi aur garmi...life goes on... :)
Re: Timepaas
Koi hey?
Re: Timepaas
saHraaii logoN kii KHidmat meN meraa dast bastah salaam arz hai...to UZ u r in Arizona ya California? Amal Bhai maiN ek baar guzraa huN Dubai se aur mujhe to bahooot achchhaa lagaa...dil karta hai ek do saal ke liye udhar aa jaauuN :D
Re: Timepaas
I am back :D
Re: Timepaas
Amal Bhai maiN ek baar guzraa huN Dubai se aur mujhe to bahooot achchhaa lagaa...dil karta hai ek do saal ke liye udhar aa jaauuN :D**
Aek, do saal ke leeye acha hey :)
Re: Timepaas
I am back :D
welcome back :)
Aek, do saal ke leeye acha hey :)
han to Theek hai...VISA bhej deN, plz! :D
Re: Timepaas
aur us ke baad
Waisay dubai payari jaga hai I think ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
main us waqt driving kar raha tha us waqt ar dil b nai kar raha tha kuch karne ko ![]()
Re: Timepaas
Hello IS jab aap kaa naam ata hai aisay lagta hai "isloo" likha hoa hai and you live in Isloo too :D
Re: Timepaas
Hello IS jab aap kaa naam ata hai aisay lagta hai "isloo" likha hoa hai and you live in Isloo too :D
hmmmmmmmm :@: