Re: Timepaas
wsalaaam… EB chaye aur huka ek sath .. bohat buri baat :nono:
Re: Timepaas
wsalaaam… EB chaye aur huka ek sath .. bohat buri baat :nono:
Re: Timepaas
hain nahi to mein to ghazal nahi parh rahi ;)
acha to meri ye bongian ap ko ghazal jesi lagin :@:
Re: Timepaas
slam all ![]()
Re: Timepaas
ye aik saath na b hon to phir b buri bat he hoti hai ![]()
Re: Timepaas
ye aik saath na b hon to phir b buri bat he hoti hai ![]()
Re: Timepaas
Aab iss umar mein kya faraq parta hai. :cobra: cough cough
Aap toh hur cheez say manna kartein hain. ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
Loh jee subah subah bagga brigade bhi pauhnch gaya. ![]()
Re: Timepaas
aap pehle puhanche the acha ![]()
Re: Timepaas
lekin bagga toh nahin adda tha hum nay. Hum toh khamoshi say
aur :cobra: pee rahey thay kay aap nay aa ker rona shuru ker diya. ![]()
Re: Timepaas
ham bhi khamoshi se hi a kar ro rahe ![]()
kia aap chai suuuuuuuuuuuurrr surrr kar ke peete hain meri tarah ![]()
Re: Timepaas
kia hoa ro kion rahi ho???
Re: Timepaas
peenay ka mazza hee surr surr mein hai, jubtuk 10 log sun na lein kay aap
pee rahein hain toh maza nahin aata. ![]()
Yeh inkee aadat hai, majboori hai, wajah zaroori anhin. :no:
Re: Timepaas
mujhey tou bachpan mai daant pit gaye thee jub aik dafa sur sur ker ke piya:bummer:
mai samjhi woh shtyle tha ![]()
uskey baad se chai he nahi peeeee :hinna:
Re: Timepaas
aapko awaz a rahi hai ? ![]()
apko meri sab aadaton ka pata hai ![]()
kia ap Roti b sharap sharap kar ke khate meri tarah
![]()
Re: Timepaas
**
oh acha. kabhi ye smile bhi karti hain???
Re: Timepaas
g kal raat se…
Re: Timepaas
mein bachpan se ro rahi hoon apko sirf kal se awaz ai
![]()
Re: Timepaas
ab is baat pe ro rahi ho ke main ne pehlay kion nai pocha ya apni ronay ki adat or majbori (According to Ehsan sahab) ki wajah se??? ![]()
Re: Timepaas
Roti toh sharap sharap ker kay khanay mein hee maza hai. ![]()
Ghaltee say kabhi hans lein toh phir char din tuk musal saal rotee hain, iss ghum mein kay hansee kyun. ![]()