Timepaas

Re: Timepaas

Aap sonay ja rahein hain, mein toh abhi utha hoon. aap log kitnay backwards hain. Hum log UK mein itnay advance hain. :snooty:

Re: Timepaas

:salam: Jaldi jaldi :chai: ho jaye, busy din hai aur janay say pehlay :cobra: ka soota bhi lug jaye.

Re: Timepaas

maiN galaa saaf kartaa huN, uske ba’d ma’soom bachchoN waali shakl banaa kar bed emN leT kar do chaar loriyaaN gaa kar seene se teddy bear lagaa kar so jaataa huN :smiley: aur aap?

Re: Timepaas

w.saaalaam… sonay say pahlay suta mai bhi laga leti ho… kon sa flavor hai EB? :blush:

Re: Timepaas

ap sonay kay badh singer bun jatay hain jo gala saaf kartay hain? :rolleyes:

Re: Timepaas

ap nay hum say pahlay sokar bohat kuch khoo dia :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

Sub flavours hain, aap kahein konsa chahiye. :smiley:

Re: Timepaas

batien, batien, kya khoya. :hmmm:

Re: Timepaas

mint :D

Re: Timepaas

**are nahiiN babaa…singer to amiN Khaab meN bantaa huN…filmoN meN gaane gaataa huN saarii raat…Raf’ii kii rooH ban kar…abhii ek gaanaa sun rahaa huN kia zabardast hai:
**

Re: Timepaas

yeh lein mint flavour. :cobra:

Re: Timepaas

:salam: :yawn:

Re: Timepaas

raaz ki batain asay nahi batatay :nono:

Re: Timepaas

Wsalaam innno paye.. kasay hain? ap ki tea kaha hai aj?

Re: Timepaas

mane kuch nahi kaha :yawn:

Re: Timepaas

thank u eb :cobra:

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien
i am fine ALLAH ka sukar hay but i m tired
main raat ko chiaye piyo ga 6 baje k qareeb

Re: Timepaas

to Morning tea kaha gaye?? us ko skip karhay hain?

Re: Timepaas

ji main kabi kabi roza rakh laita hon :-)

Re: Timepaas

achchhaa ji to ab maiN chalaa...apna Khayaal rakhiyegaa sab Khaas o aam logo :D Allah Haafiz...shab ba Khair :D