Re: Timepaas
IS bhaiiiiiiiiiii..apna 50 k tou kertey jaain ![]()
me ko trhead kholni haiiiiiiiiiiiiiiii
Re: Timepaas
IS bhaiiiiiiiiiii..apna 50 k tou kertey jaain ![]()
me ko trhead kholni haiiiiiiiiiiiiiiii
Re: Timepaas
Aap ki gaddi IS ney sambhaal lik hey ![]()
Re: Timepaas
i need 5 packs for myself ![]()
and u ne zoor se mara ![]()
Re: Timepaas
Aaj phir totain gi tere ghar ki naazuk khirkiyan
Aaj phir deewana tere shaher main dekha gaya
Re: Timepaas
is bhai zara wahan aayeeeeennnnnnnnn ![]()
Re: Timepaas
Jab bhi kisi ko dar-badar daikhty hain.
Kuch waqt ko apna hi manzar daikhty hain.
Un lamhon main hamen maazi yaad aa jata hai,
Ujarrta hua jab bhi koi naya ghar daikhty hain.
Darakhton k saay main jahan sath baitha karty they,
Unhi raahon par,mujhy tanha ab shajar daikhty hain.
Apny hi iraadon sey naadim ho jaty hain wo loag,
Jo bicharrny ki baat to lamhon main,magar raah umar bhar daikhty hain.
Qabar par bhi ik phool tak na gira un k hath sey"BABIR"
Marny k baad bhi,hamara wo sabar daikhty hain.
Re: Timepaas
popcorn ki deig pakwa leiN
… jahaN 5 leney heiN, wahaN aek aur sahi… 6 ki deal kar lijeeye ga ![]()
Aur zor sey maara nahi, thoka…bataya to keel laga raha tha ![]()
Re: Timepaas
okes...jaldi se credit card nikalain apna :@:
Re: Timepaas
credit card to nahi hey, check chaley ga??? ![]()
Re: Timepaas
cash chaleyga ![]()
Re: Timepaas
Re: Timepaas
cash chaleyga :@:
Udhaar ke baarey meiN kya khayaal hey? :)
Re: Timepaas
wow…so zabardast ![]()
Re: Timepaas
*Phool ko kabhi gaur se dekha hai tum ne
Kis tarah khilta hai
Kis tarah murjhata hai
Khushboo deta hai
Muskuraata hai
Dosroon ko khusheyaan dene ke leye
Khud toot jaata hai
Galay ka haar banta hai
Hasratoon mein gun'gunaata hai
Aur
Muhabbatton ke waastay
Kitaboon mein sookh jaata hai ...
*
Re: Timepaas
![]()
aaj ke zamaney mai…:no: udhar…pay in cash..ya phir mujhey khaatey huay daikhain ![]()
Re: Timepaas
Amarbail bhai its your turn now
me out now
Re: Timepaas
Re: Timepaas
Isey kehtey heiN zulm ki inteha… popcorn hazm nahi hoN ge, kahey detey heiN hum ![]()
Re: Timepaas
isabghol kiss din kaam ayegi ![]()
Re: Timepaas
aek pack share nahi karna…isabghol kha lena hey ![]()