Re: Timepaas
nhe jee aj nhe aya ![]()
Re: Timepaas
nhe jee aj nhe aya ![]()
Re: Timepaas
mene wese phool ko kaha tha baba..ab pata nai tumhare kon kon se intakhabi nishan hain..haeeeeee main dar gai ![]()
Re: Timepaas
bhut say hai ap ko nhe pta abhe tk
![]()
Re: Timepaas
plz ab batane na baith jana,yahan shurfa ka ana jana hai ![]()
Re: Timepaas
is liye to bta nhe rha ![]()
Re: Timepaas
acha kia baba…ab chup ker k aik glass doodh p k so jao nai to apa khwab main a k daraye gi ![]()
Re: Timepaas
apa nhe koi aye ayegi khawab mein ![]()
Re: Timepaas
beta apni sehat k mutabiq khwab dekha karo ![]()
Re: Timepaas
…
Re: Timepaas
Waleed, kis sey panga ley beitthey ho aap …
… meri duwaeiN aap ke saath heiN ![]()
Re: Timepaas
or meri ap k sath jo baba ko werghala rhe hain ![]()
Re: Timepaas
meiN werghala nahi raha, bata raha hooN ke Shazia ji sey panga, hey nahi changa :D
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
Muskaan…jeeti raho… ![]()
Re: Timepaas
ok Bhai :@:
Re: Timepaas
Aur kya ho raha hey Muskaan??? Study kesi chal rahi hey aap ki?
Re: Timepaas
kuch b nai bhai, study bas ho rahi hai ![]()
Re: Timepaas
To bachey is meiN rone ki kya baat hey??? Aap ko aek raaz ki baat bataata hooN…rone sey face pe permanent lines parr jaati heiN…lehaaza :nono:
Re: Timepaas
mujhe koi farq nai parta:crying:
Re: Timepaas
lekin aap roti kiuN ho is qadar???????????? :(