Timepaas

Re: Timepaas

Ye baqi sab log kidhar gaeb ho gaey?

Re: Timepaas

pata nai
ar thori dair tak mai b hone wala hon :@:

Re: Timepaas

main sadkay a gai hans mukh chanda :smilestar:

Re: Timepaas

paen mujhe ghayab kerne wala mantar ata hai to bismillah karun :cb:

Re: Timepaas

Aww shazia.... kaisi hu?

Re: Timepaas

han g allhamdolllah or ap :blush:

Re: Timepaas

Koi hey???

Re: Timepaas

jimain hon

Re: Timepaas

ji karien :blush: :@:

Re: Timepaas

IS abhi tak office ya ab ghar pe? :)

Re: Timepaas

nai 10:15 pe ghar punch gaya tha :-)

Re: Timepaas

you stay in Islambad or...???

Re: Timepaas

ji week days main
ar kabi kabi weekend per outside islambad

Re: Timepaas

YahaN to khamoshi ka toofaan aaya huwa hey :(

Re: Timepaas

ap jo so rahya they :p

Re: Timepaas

Look who ^ has just arrived :)

Re: Timepaas

G abhi abhi plane land huwa tha seeda yahi pe a k dum le'aa :p

Re: Timepaas

ye to barri khushi ki baat hey...aap ke bagheir Poetry section adhoora, adhoora lag raha tha... :)

saamaan rakh dijeeye aur fresh ho jaey ... dinner meiN kya leiN gi??? :)

Re: Timepaas

salaam naye aur puraane dosto...kia Haal haiN? :D

Re: Timepaas

Khalil bhai… :wsalam:

Mizaaj-e-giraami kesey heiN? :slight_smile: