Timepaas

Re: Timepaas

:wsalam: Amal, Kaisay hain aap?

Chocolate ka nasha bhi achha nahin. :nahi:

Re: Timepaas

ap apni wo wali tasveer b to laga sakte hain jab pehli bar school jatey huey rona dala tha to ammi ne zabardasti bhej dia to haar k ap ne bye bye he keh dia :omg:

Re: Timepaas

han to nashe wali chocolate ka to waqi acha nai,mene plane chocolate ki bat ki :cb:

Re: Timepaas

lol... time pass main sub nay apnay apnay rolay dalay huway hain...

tamam hazreen-e-mehfil ko assalam o alykum...

Re: Timepaas

nawaab be mulk ke liye sirf salaam kii kaafii hai :smiley: jab mulk ho jaayegaa tab sab dabaaiyegaa aa kar :omg:

Re: Timepaas

hi

Re: Timepaas

w.slam :blush:
ab ap a gai hai na to umeed hai khtam ho jayen ge :blush:

Re: Timepaas

hi :blush:

Re: Timepaas

KKF kiya haal hain? baraf saad kerli? hamari baraf bhee saaf kerdo yaar :(

Re: Timepaas

main shazia hun farah g…2 din nai ai to ap mera naam he bhool gain :frowning: mashallah kitni ku baraf hai k saaf kerwani perr rhi hai,hamare to freezer mai he jam jaye to barri bat hai :cb:

Re: Timepaas

saray form mein lagtay hain. :hmmm:

Re: Timepaas

han g forum main he hain…gs main :omg:

Re: Timepaas

Allah ka karam hai…mujhe to baahar barf dekh dekh kar hii buKhaar aa rahaa hai…aaj maiN majbooran snow blower use karuuNgaa bhale hii moHalle ke laRkoN ke aage “SISSY” laguuN :omg: maiN agar aapkii snow saaf karuuN to kia mujhe khaalaa do waqt kaa khilaayeNgii? :smiley:

Re: Timepaas

Haan yaar snow nay tu afaat machayee thee kal...mujhay khud bhee daikh daikh ker hoal uth rahay hain...

waisay Hareesa tayyar hay, abhi abhi bhigar diya hay... khana hay tu aa jayain... :)

Re: Timepaas

Sahi kehti hu… Pakistan main tu freezer main bhee nahi jamti… light hu tu jammay na..

Re: Timepaas

**wowwwwwwww…mashaa Allah…thank you…jana kar Khushii huii k aapkaa dil bahooot baRaa hai varna aajkal ke zamaane meN Hareesa kaun share kartaa hai :smiley: :omg:

haN saHeH kahaa…snow ne to naak meN dam aur dam se baahar naak kar rakkhi hai…ab yeh 'aalam hai k naak se loTaa baandh ke ghoom rahaa huN :omg:**

Re: Timepaas

Toba toba.. lagta hay Niagara Falls aapki naak say he beh raha hay jabhi lota bandhnay ki nobat aayee hay... chee chee kaisi batoon per laga diya aap nay lol

Re: Timepaas

hahaha :0ng: sahi…itnii naak bah rahii hai k na hii poochheN…banda nahaa saktaa hai us meN :omg: tauba tauba…maiN bhii kitnaa “ganna bashshaa” huN :smiley:

Re: Timepaas

:eek: aap rehti kaha ho :@:

kuch logoo k aksar tukke lag e jaya karte hain :@:

kahi wo breaking news aap ne tu nai parhni thi :@:

use mujhe per itbaar hay :barbie:
pir kitne logo ko udhaar wapis kiya hay aap ne abi tak :@:
wese loug esi bahne aap ko achi terha lout rahe hain :@:

:wsalam: jite rahien khush rahien

Re: Timepaas

:crying: