Timepaas

Re: Timepaas

Allah ka wasta cooler k spelling ab seekh lain,ab to ap k cooler ne khud batane shuru ker diyay hain :omg:

Re: Timepaas

u ki manji main jowain hon gi u ki manji nai chiaye mujhe :@:

Re: Timepaas

hamre ghar main culor hi nia hay :@:
ar urdu main jaise marzi likhoo
roman urdu main koi spelling nai hote bas bande ko samaj ani chiaye :@:

Re: Timepaas

kisay???acha apnay australion toton ko bajra daal k show mari k khana khilata hun :omg:
udhaar nai lete to guzara kese hota hai :cb:

Re: Timepaas

nai ab to saaf ker k rakhi hai,bas kabhi kabhi koi samp ya magarmach chakar laga leta hai :omg:

Re: Timepaas

mujhe samajh nai ai,mene awain tukka mara tha :cb:

Re: Timepaas

bas ik dost ko ik din khilata hon ar dosre din us se kha laita hon :@:

mujhe udhaar laina bilkul pasand nai hay is liye :slight_smile:
bas ji ALLAH ka karam hay barhe sukoon se guzara ho jata hay :smiley:

Re: Timepaas

shukar hai time se bata dia,9 bajay ki khabrain likhne wale iss breaking news ka wait ker rhe thay :omg:

Re: Timepaas

dost ko yaqeenan batate hogay k kal zarur khana khilaon ga,isi liye manta ho ga :cb:
per main to jab b ap k muhalle ka chakkar lagati hoon log kehte hain imran to nai parra gya chalo aj us ki pane ko pakarr k udhaar kadda lo apna apna :omg:
sad shukar :cb:

Re: Timepaas

:salam: Main hot chocolate pee raha hoon. :snooty:

Re: Timepaas

plz adha cup bacha k rakh lain mere liyay :yummy:

Re: Timepaas

Jee nahin hot chocolate share nahin kee ja saktee. Aap :cobra: lein.

Re: Timepaas

:salam: ehsan bhai :slight_smile:

Re: Timepaas

wa’laikum assalaam miyaaN…kaise haiN? kia chal rahaa hai?

Re: Timepaas

Khalil bhai aadaab baja laata hooN :salute:

Re: Timepaas

sorry main har tara k nashay se door hun :snooty: wazarat-e-sehat huqumat-e-pakistan :cb:

Re: Timepaas

per ye to salute hai :omg:

Re: Timepaas

bhai abhii kuchh na dabaayen :smiley: abhii to sirf salaam ka jawaab hii de deN bas…ham mil ke bajaayeNge …baajaa! :smiley:

Re: Timepaas

salute ke salaam samajhye kiuN ke fil’haal yehi icon dastiyaab hey :slight_smile:

Re: Timepaas

Nawab sahab ki aamad ho aur aadaab na bajaya jaey, ye kesey ho sakta hey??? :)